Usko nahin dekha humne kabhiPar iski zarurat kya hogi ai maa,Ai maa teri surat se alagBhagavan ki surat kya hogi, kya hogiUsko nahin dekha humne kabhiInsan to kya devata bhiAanchal me pale tereHai swarg isi duniya meKadamo ke tale tereMamata hi lutaye jiske nayan, hoMamata hi lutaye jiske nayanAisi koi murat kya hogiAi maa, ai maa teri surat se alagBhagavan ki surat kya hogi, kya hogiUsko nahin dekha humne kabhiKyo dhup jalaye dukho kiKyo gham ki ghata baraseYe hath duao wale
Rahte hai sada sar peTu hai to andhere path me hume, hoTu hai to andhere path me humeSuraj ki zarurat kya hogiAi maa, ai maa teri surat se alagBhagavan ki surat kya hogi, kya hogiUsko nahin dekha humne kabhiKahate hai teri shan me joKoi unche bol nahinBhagavan ke pas bhi mataTere pyar ka mol nahinHum to yahi jane tujhse badi, hoHum to yahi jane tujhse badiSansar ki dolat kya hogiAi maa, ai maa teri surat se alagBhagavan ki surat kya hogi, kya hogiUsko nahin dekha humne kabhiPar iski zarurat kya hogi ai maa,Ai maa teri surat se alagBhagavan ki surat kya hogi, kya hogiUsko nahin dekha humne kabhi.