Jawani na aati song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Jagat Pictures. This song was released on 01 Jan 2018.
Jawani na aati na dil hum lagate
Jawani na aati na dil hum lagate
Na gham koi hota na aansoo bahate
Na gham koi hota na aansoo bahate
Jawani na aati na dil hum lagate


Tadapti na hasrat na arman rote
Tadapti na hasrat
Na arman rote na arman rote
Wo bhule the hum bhi unhe bhul jate
Wo bhule the hum bhi unhe bhul jate
Jawani na aati na dil hum lagate


Tera aasma kya bigadta jo hum bhi
Tera aasma kya bigadta jo hum bhi
Jahan mein ghadi do ghadi muskurate
Jahan mein ghadi do ghadi muskurate
Jawani na aati na dil hum lagate


Shikayat kisi ki na shikwa kisi se
Shikayat kisi ki na shikwa kisi se
Na shikwa kisi se
Ye taqdeer thi chot par chot khate
Ye taqdeer thi chot par chot khate
Jawani na aati na dil hum lagate
Jawani na aati na dil hum lagate.