Duniya mein garibon ko song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Duniya mein garibon ko
Duniya mein garibon ko
Aaraam nahin miltaa
Aaraam nahin miltaa
Rote hain to hansne kaa
Rote hain to hansne kaa
Paigaam nahin miltaa
Paigaam nahin miltaa


Gurbat ki kahaani hai
Aankhon ki zubaani hai
Gurbat ki kahaani hai
Aankhon ki zubaani hai
Aagaaz ko rote hain
Aagaaz ko rote hain
Anjaam nahin miltaa
Anjaam nahin miltaa
Duniya mein garibon ko
Aaraam nahin miltaa
Aaraam nahin miltaa


Sau jaam gareebi ke
Kismat ne pilaaye hain
Sau jaam gareebi ke
Kismat ne pilaaye hain
Jis jaam mein raahat hai
Jis jaam mein raahat hai
Wo jaam nahin miltaa
Wo jaam nahin miltaa
Duniya mein garibon ko
Aaraam nahin miltaa
Aaraam nahin miltaa


Jo koi bhi aataa hai
Thokar hi lagaataa hai
Jo koi bhi aataa hai
Thokar hi lagaataa hai
Mar ke bhi garibon ko
Mar ke bhi garibon ko
Aaraam nahin miltaa
Aaraam nahin miltaa
Duniya mein garibon ko
Aaraam nahin miltaa
Aaraam nahin miltaa.