Son of sardaar (title track) song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. It is produced by Pravin Talreja. This song was released on 13 Nov 2012.
Kabhi kabhi mere dil mein yeh sawaal aata hai!

Ki agar duniya mein sardaar naa hote to kya hota?

Sorry yar duniya bekaar, bina son of Sardaar

Son of Sardaar... (x4)

Jiska Rab hai pehredar

Panther si jiski raftaar

Lagaye chaand pe jo darbaar

Son of Sardaar, Son of Sardaar, Son of Sardaar

Jiski chabi hai damdaar chabi: image

MC BC me bhi pyaar (mc, bc are abbreviation for common Hindi slang)

Emotion action ka bhandar

Son of Sardaar, Son of Sardaar, Son of Sardaar

Oh Ranjhe asli license wale

Gabru mann se hain matwale

Original zinda dil dilwale

O ho..

Forever party ko taiyyar

Chilled Patiyala bhar maar

Hai raunak har mehfil ki yaar

Son of Sardar, Son of Sardar, Son of Sardaar

Ishq jab bhi kare, kisi se na dare

Apne mashooq par, mite wo mar mite

Kambakht woh... aashiq hain.. sab se pare

Ishq hai inka fashion yaar

Ishq hai inka passion yaar

Ishq ke asli daavedaar

Son of Sardaar, Son of Sardaar, Son of Sardaar

Oh Ranjhe asli license wale

Gabru mann se hain matwale

Original zinda dil dilwale

O ho..

Jiska Rab hai pehredar

Panther si jiski raftaar

Lagaye chaand pe jo darbaar

Son of Sardaar, Son of Sardar, Son of Sardaar

Jeena koi insey seekhe hai yaaron

Masti bhi inpe marti hai

Peena pilaana inki adaa hai

Tanhaai inse darti hai

Bade dildaar hain, bijli ke taar hain

Ultimate sarphire, yaaron ke yaar hain

Khuddar hain...

Inka yahi kirdaar hai*

Forever party ko taiyyar

Chilled Patiyala bhar maar

Hai raunak har mehfil ki yaar

Son of Sardar, Son of Sardaar, Son of Sardaar

Jiska Rab hai pehredar

Panther si jiski raftaar

Lagaye chaand pe jo darbaar

Son os sardar, Son of Sardaar, Son of Sardaar

Oh Ranjhe asli license wale

Gabru mann se hain matwale

Original zinda dil dilwale

O ho..

Jiski chhabi hai damdaar

MC BC me bhi pyaar

Emotion action ka bhandar

Son of Sardaar.. (x4)