Murti ganesh ki song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by G. A. Seshagiri Rao. This song was released on 18 Apr 1980.
Murti ganesh ki andar daulat desh ki

Murti ganesh ki andar daulat desh ki

Logo dekho dhyan se puchho is beiman se

Kya chakkar hai

Haa aaj hamari takkar hai

Murti ganesh ki andar daulat desh ki

Murti ganesh ki andar daulat desh ki

Logo dekho dhyan se puchho is beiman se

Kya chakkar hai

Haa aaj hamari takkar hai

Gali me shor hai

Sadhu nahi ye chor hai

Upar se kuch aur hai

Andar se kuch aur hai

Gali me shor hai

Sadhu nahi ye chor hai

Upar se kuch aur hai

Andar se kuch aur hai

Tum isko pahchan lo

Aur diwano jan lo

Kya chakkar hai

Haa aaj hamari takkar hai

Murti ganesh ki andar daulat desh ki

Murti ganesh ki andar daulat desh ki

Logo dekho dhyan se puchho is beiman se

Kya chakkar hai

Haa aaj hamari takkar hai

Lekar uska nam tu

Karta hai ye kam tu

Kahe ko bhagwan ko

Karta hai badnam tu

Lekar uska nam tu

Karta hai ye kam tu

Kahe ko bhagwan ko

Karta hai badnam tu

Kagal sa dhul jayega bhed tera khul jayega

Kya chakkar hai

Haa aaj hamari takkar hai

Murti ganesh ki andar daulat desh ki

Murti ganesh ki andar daulat desh ki

Logo dekho dhyan se puchho is beiman se

Kya chakkar hai

Haa aaj hamari takkar hai

Ye koi shaitan hai

Ye papi insan hai

Ye mera apaman nahi

Dharm ka ye apman hai

Ye koi shaitan hai

Ye papi insan hai

Ye mera apaman nahi

Dharm ka ye apman hai

Roke hai ye bhagwan ko roko is shaitan ko

Kya chakkar hai

Haa aaj hamari takkar hai