abhi alavida mat kaho dostonna jaane phir kahaan mulaaqaat ho, kyon kibeete hue lamhon ki kasak saath to hogikhwaabon men hi ho, chaahe mulaaqaat to hogiye pyaar, ye doobi hui rangeen fizaaenye chahere, ye nazaare, ye javaan rrut, ye havaaenham jaaen kahin, in ki mahak saath to hogibeete hue lamhon ki..................
phoolon ki tarah dil men basaae hue rakhanayaadon ke chiraaghon ko jalaae hue rakhanalamba hai safar is men kahin raat to hogibeete hue lamhon ki...................ye saath guzaare hue lamhaat ki daulatjazbaat ki daulat, ye khyaalaat ki daulatkuchh paas na ho, paas ye saughaat to hogibeete hue lamhon ki.....................