Gandhi Money Lyrics - Kohinoor | Dilip Kumar | Meena Kumari | Jeevan | Divine
in Movies
Watch the Video
Song Information
Gandhi money song is from Kohinoor (1960) and it is sung by Divine. Record label of this song is Mass Appeal India.It stars Dilip Kumar, Meena Kumari, Jeevan, Kumkum in leading roles. This song is penned by Divine and composed by Phenom. It is produced by Phenom. This song was released on 01 Jan 1960.
Released on: 2019-10-09
Associated Performer, Singer: DIVINE
Producer: Phenom
Studio Personnel, Mixer, Mastering Engineer: Abhishek Ghatak
Composer, Author: DIVINE
Lyrics
Ek khokha, do khokha, teen khokha
Chaar, chaar, chaar, chaar
Chal gin, gin, gin
Gandhi money (Gan-Gan-Gan-Gandhi, Gandhi)
Gandhi Money
Chhote note'ich kamaane ka
Gully Gang (Gang)
Haan, chal thoda ginti karte kitne bolte kitne karte
Haan ye Krishn ladka, kaali topi bindi sar pe
Baatein iski uski ghar ka kabhi bhi bill bharte?
Sher banta phirta milne par ye billi bante, silly bande
Tu acting acha karta ya to sahi mein mand hai
(sahi mein mand hai)
Jo rap mein tere bolta kya woh sahi mein karta?
(sahi mein karta?)
Tu ache ghar ka ache ghar mein reh
Ache ghar se rehna matlab sahi na be
Main tere jaisa nahi na be
Gaane drop, mere fans sahi mein faila de
Views kharidna apna style na be, hairaan reh
Kyunki picture abhi baaki hai
Jalne waale ruk ja beta sabi dena party hai
Ladkiyon ki sath abhi peeche pada Gandhi hai
Sooraj mera dost ab to saath de raha chaand bhi hai
Jalne waale mujhe dekh kar bole
Bhai tujhe maan liya, maan liya, maan liya
Man ko lagti shanti hai jeb me jab Gandhi hai
(Ah, Gully Gang)
Bhai tujhe maan liya
Man ko lagti shanti hai jeb me jab Gandhi hai
(Ah, Gully Gang)
Maan liya, maan liya
Man ko lagti shanti hai jeb me jab Gandhi hai
Maan liya, maan liya
Man ko lagti shanti hai jeb me jab Gandhi hai
Humko chote laana aandhi hai
Saath the wo saath mein hi hai (saath mein hi hai)
Ab din mere raat hai, game mere haath mein hi hai
Manzil mere saamne hi hai
Bachkaane tere liye time mere paas nahi hai
Bachkaane tere liye rhyme mere paas nahi hai
Nanga hi to aaya kisi ki aukaat nahi hai
Paisa bolta hai, mehnat ka ya jhol ka hai
Samajh beta tera role kya hai
Jo sheesha tere saamne wo jhooth nahi bolta hai
Paise waala vote, par wo bhi pol kholta hai
Kaagaj ke naam pe shaitan tere paas mein
Sharab ke naam pe shaitan tere glass mein
Uska khoon bhi behta phir kyun itne faasle
Sheelavati mere saath mein
Maa poochi kyon itna khaanste
Kyonki maa thoda hansna zaroori hai
Bade bhai ne sahi bola paisa sabka khooni hai
Gin, gin, gin, gin, gin, gin, gin, gin
Bhai tujhe maan liya, maan liya, maan liya
Man ko lagti shanti hai jeb me jab Gandhi hai
(Ah, Gully Gang)
Bhai tujhe maan liya
Man ko lagti shanti hai jeb me jab Gandhi hai
(Ah, Gully Gang)
Maan liya, maan liya
Man ko lagti shanti hai jeb me jab Gandhi hai
Maan liya, maan liya
Man ko lagti shanti hai jeb me jab Gandhi hai
Humko chote laana aandhi hai
Ek khokha, do khokha, teen khokha
Chaar, chaar, chaar, chaar
Chal gin, gin, gin
Gandhi money
Gandhi money (Gan-Gan-Gan-Gandhi, Gandhi)
Gandhi money
Chal gin, gin, gin