Dulhan banungi song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by C. P. Sharma. This song was released on 01 Jul 1983.
Dulhan banungi doli chadungi
Bole hamara kangana
Dulha banunga ghodi chaunga
Aaunga tere angana
O meri ja tujhpe sadke kurba mai tujhpe yara
Meri ja tujhpe sadke kurba mai tujhpe yara
Dulhan banungi doli chadungi
Bole hamara kangana
Dulha banunga ghodi chaunga
Aaunga tere angana
O meri ja tujhpe sadke kurba mai tujhpe yara
Meri ja tujhpe sadke kurba mai tujhpe yara


Janmo ka ham nata hamara sadiyo ka hai yarana
Ye rishta purana hai apna
Humne to hai ye jana
Ab mera kinara tum jine ka sahara tum
Mare khushi ke mar hi na jau
Mujhko sambhalo sajna
Kal tak jo tha adhura
Wo pura hua hai aaj sapna
O meri ja tujhpe sadke kurba mai tujhpe yara
Meri ja tujhpe sadke kurba mai tujhpe yara


Dulhan banungi doli chadungi
Bole hamara kangana
Dulha banunga ghodi chaunga
Aaunga tere angana
O meri ja tujhpe sadke kurba mai tujhpe yara
Meri ja tujhpe sadke kurba mai tujhpe yara


Sherawali maa hame tumne milaya hai
Jai ho jyota wali mata ki
Wardan ye paya hai
Ab jan rahe ya jaye
Koi pyar chuda na paye
Tufan aaye andhi daraye deepak jalaye rakhna
Dunia se pyari dunia hamari
Badli sajaye rakhna
O meri ja tujhpe sadke kurba mai tujhpe yara
Meri ja tujhpe sadke kurba mai tujhpe yara
O meri ja tujhpe sadke kurba mai tujhpe yara
Meri ja tujhpe sadke kurba mai tujhpe yara.