Pehli pehli baar aisa thanedaar aaya song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sanjay Ray. This song was released on 10 Dec 1990.
o thanedar thanedar aaya ho thanedar aaya
thanedar aaya ho thanedar aaya
thanedar aaya ho thanedar aaya
pehli pehli bar aisa thanedar aaya
itna himmat wala jis par humko pyar aaya
jaan lutane wala laaj bachane wala
jaan lutane wala laaj bachane wala
gao damadam nacho chhamacham
gao damadam nacho chhamacham
gao damadam o ho thanedar aaya
sare gav ki bahu betiya teri jai jai gaye
pulis kamishnar ban jaye tu deti hai ye duvaye
jivan bhar na bhulenge hum tera ye upkar
dil karta hai pehna du tujhko baho ka har
gao damadam nacho chhamacham
gao damadam nacho chhamacham
gao damadam o ho thanedar aaya
pehli pehli bar aisa thanedar aaya
itna himmat wala jis par humko pyar aaya
hatim bankar baitha hai jo ye to hai aawara
nakara ko samjh liya kyu apni aankh ka tara
ye matkar hai ye gaddar hai rakshak nahi tumhara
ye wo nahi jo tumne samjha ye to hai hathyara
tufa se jo takraya tu hai wo hi dildar
chhod na dena tu sath o mere sarkar
gao damadam nacho chhamacham
gao damadam nacho chhamacham
gao damadam o ho thanedar aaya
pehli pehli bar aisa thanedar aaya