ऐरा गैरा Aira Gaira Lyrics - Alia Bhatt | Kriti Sanon | Madhuri Dixit | Antara Mitra | Javed Ali
2019 Zee Music Company
About this song
- Music - Pritam
- Lyrics - Amitabh Bhattacharya
- Singers - Antara Mitra, Javed Ali, Tushar Joshi & Akashdeep Sengupta
- Music Production & Sound Design - DJ Phukan & Sunny M.R.
- Music Programmer - Shubham Shirule & Aditya N.
- Additional Music Programming and Arrangement - Arijit Singh & Sunny M.R.
- Music Arranger - Prakash Peters
- Rhythm Arranger - Nitin Shankar
- Bulbul Tarang - Rashid Khan
- Mandolin & Various Pluck Instruments - Tapas Roy
- Sitar - Salman Khan
- Clarinet - Suresh Yadav
- Flute - Shubham Shirule
- Ghungroo Waala Tabla (Qawwali Tabla) - Vijay Jadhav (Jr.)
- Tabla - Ishteyak Khan, Sanjeev Sen & Mohammed Shadab Yusuf
- Dholak - Mohammed Shadab Yusuf, Girish Vishwa, Yusuf Gulam Mohammed & Hafeez Ahmed Khan
- Multi Percussions - Pratap Rath, Abhijeet Kholi, Vijay Jadhav (Sr.), Sachin Dhamankar, John Hunt and Suresh Soni
- Musician Co-ordinator (Rhythm) - Ramanand Shetty
- Assistant to Ramanand - Francis Rodrigues
- Cello - Nichapa Nilkaew, Teerakiat Kerdlarp, Vannophat Kaploykeo, Saran Charoennit, Roypim Thavornsuwan & Vorapon Thannuekmeesinkul
- ContraBass - Rutawat Sintutepparat & Prawwanisita Neesanant
- Conducted By - Trisdee na Patalung
- Vocal Production - Tushar Joshi
- Chief Sound Engineer & Shootmix by - Ashwin Kulkarni
- Recording Engineers - Ashwin Kulkarni, Aaroh Velankar, Himanshu Shirlekar, Kaushik Das, Aniruddh Anantha & Harjot Kaur
- Assistant to Shadab - Abhishek Sortey & Dhananjay Khapekar
- Recording Engineer - Vijay Dayal (at Yashraj Studios)
- Assistant to Vijay Dayal - Chinmay Mestry (at Yashraj Studios)
- Music Team - Shloke Lal
- Presentation Members - Rahul Tiwari and Ishteyak Khan
- Music Production Manager - Anurag Sharma
Lyrics
Haan…
Billori nigahon se kare hai sau ishaare
Khidki ke neeche naaspeeta seeti maare
Billori nigahon se kare hai sau ishaare
Khidki ke neeche naaspeeta seeti maare
Ishq mein hua hai thoda andha thoda behra
Saiyaan mera aira gaira natthu khaira
Billori nigahon se kare hai sau ishaare
Khidki ke neeche naaspeeta seeti maare
Billori nigahon se kare hai sau ishaare
Khidki ke neeche naaspeeta seeti maare
Ishq mein hua hai thoda andha thoda behra
Saiyaan mera aira gaira natthu khaira
Aur lehega hindustani
Jheel si teri aankhon mein
Ek halchal hai toofani
Jheel si teri aankhon mein
Ek halchal hai toofani
Aa…
Dekh mehfil mein aaye hain
Jaan ki dene qurbani
Ek mehbooba ki khatir
Aaj do do dilbar jaani
Dekh mehfil mein aaye hain
Jaan ki dene qurbani
Ek mehbooba ki khatir
Aaj do do dilbar jaani
Jinke dil ke engine tere teshn pe hai thehra
Ho.. Jinke dil ke engine tere teshn pe hai thehra
Samjhe kaahe aira gaira natthu khaira
Aa..saiyaan mera aira gaira natthu khaira
Samjhe kaahe aira gaira natthu khaira
Ho.. Jinke dil ke engine tere teshn pe hai thehra
Samjhe kaahe aira gaira natthu khaira
Aa..saiyaan mera aira gaira natthu khaira
Samjhe kaahe aira gaira natthu khaira
Raat leke aayi hai jashntaari
Aaye haye haye
Kam ghalat karne ki hai
Apni baari aaye haye haye
Aaye haye haye
Kam ghalat karne ki hai
Apni baari aaye haye haye
Ho raat leke aayi hai jashntaari
Aaye haye haye
Kam ghalat karne ki hai
Apni baari aaye haye haye
Aaye haye haye
Kam ghalat karne ki hai
Apni baari aaye haye haye
Aaj naache gaayein
Zara ishq vishq farmaaye
Aur jaan jalaane wali bhaad mein jaaye
Saari duniya daari aaye haaye haaye
Aaye haaye aaye haaye
Zara ishq vishq farmaaye
Aur jaan jalaane wali bhaad mein jaaye
Saari duniya daari aaye haaye haaye
Aaye haaye aaye haaye
Ho dil ke aaine mein jake sundari ka chehra
Ho dil ke aaine mein jake sundari ka chehra
Ishq mein hua hai thoda andha thoda behra
Ho dil ke aaine mein jake sundari ka chehra
Ishq mein hua hai thoda andha thoda behra
Saiyaan mera saiyaan mera
Saiyaan mera aira ghaira natthu khaira
Saiyaan mera aira ghaira natthu khaira
Samjhe kaahe aira gaira natthu khaira
Saiyaan mera aira ghaira natthu khaira
Saiyaan mera aira ghaira natthu khaira
Samjhe kaahe aira gaira natthu khaira
O..waqt ka yeh sitam hai
Tumhare toh hum hain
Tum agar ho amaanat kisi aur ki
Bas mohabbat tumhari hai dualat hamari
Tum agar ho virasat kisi aur ki
Jis din nikle jaan hamari
Ek baar milne aana tum leke
Ijazat kisi aur ki
Leke ijazat kisi aur ki.
Tumhare toh hum hain
Tum agar ho amaanat kisi aur ki
Bas mohabbat tumhari hai dualat hamari
Tum agar ho virasat kisi aur ki
Jis din nikle jaan hamari
Ek baar milne aana tum leke
Ijazat kisi aur ki
Leke ijazat kisi aur ki.