Maine aur kya kiya, balam yehi to kah diya song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by L V Prasad. This song was released on 01 Jan 2018.
maine aur kya kiya, balam yahi to keh diya
ke jo na jane preet kya aise beiman se lagaya hai jiya
ki maine aur kya kiya
maine aur kya kiya sanam yahi to keh diya
ari oo bawari mera dil nahi liya ri tumne dard le liya
ke maine aur kya kiya

main to tere naino ka rang dekhun, rang dekhun
chori chori chahat ka dhang dekhun, dhang dekhun
o ho tum aise dekhte ho kya, tum aise dekhte ho kya
jaise chor tum ho waise main nahi piya
ke maine aur kya kiya

hath mere behke to ruk gayi kyun, ruk gayi kyun
bhojh tale naino ke jhuk gayi kyun, jhuk gayi kyun
o ho ye ek nazar me kya hua, ye ek nazar me kya hua
banke mom kyun pighal gaya badan tera
ke maine aur kya kiya

dhunde teri chhaya ko tan mera, tan mera
main jo ruku chalta hai man mera, man mera
o ho suno ji more sajana
suno ji more sajana
jane tumhara kab huya mera jiya, ke maine aur kya kiya
maine aur kya kiya, balam yahi to keh diya
ke jo na jane preet kya aise beiman se lagaya hai jiya
ari o bawari mera dil nahi liya ri tumne dard le liya
ke maine aur kya kiya