Parde mein koi baitha hai song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Jugal Kishore. This song was released on 10 Sep 1979.
Bemurawat tumhe samjhenge jamane wale
Hamse fero na najar dil ko churane wale
Aao bhi ho to khiche baithe ho
Khanjar ki tarah
Taki kat te rahe sine se lagane wale
Parde me koi baitha hai parda karke
Parde me koi baitha hai parda karke
Allah main sadke jau aisi najar ke
Allah main sadke jau aisi najar ke
Kyonki parde me parde me
Parde me parde me
Parde me koi baitha hai parda karke
Parde me koi baitha hai parda karke


Parde pe parda chilman pe chilman
Jaise chhupi ho ghunghat me dulhan
Parde pe parda chilman pe chilman
Jaise chhupi ho ghunghat me dulhan
Tujhsa mehbub meri jan jamane me nahi
Jo batane me maja hai wo chupane me nahi
Dekhenge hum bhi chhupta hai kab tak
Koi bachake yun hamnse daman
Tutega parda chutaga parda
Najre milenge dil dhadkenge
Pyar ke shole fir bhadkenge
Dekhenge dekhenge dekhenge dekhenge
Dekhenge apne jani ko ji bhar bhar ke
Dekhenge apne jani ko ji bhar bhar ke
Allah main sadke jau aisi najar ke
Allah main sadke jau aisi najar ke
Kyonki parde me parde me
Parde me parde me
Parde me koi baitha hai parda karke
Parde me koi baitha hai parda karke


Raaz ki baate kahna hai tumko
Dil me hamare rahna hai tumko
Raaz ki baate kahna hai tumko
Dil me hamare rahna hai tumko
Apne jalwe meri najro pe lutana hoga
Aaj to tumko mere samne aana hoga
Darde jigar bhi mithi kasak bhi
Fir has has ke sahna hai tumko
Kitna bachoge kitna bachoge
Mera rtumhara samna hoga
Hatho se dil ko thamna hoga
Milte ho milte ho milte ho
Milte ho apne yaro se kyun dar dar ke
Milte ho apne yaro se kyun dar dar ke
Allah main sadke jau aisi najar ke
Allah main sadke jau aisi najar ke
Kyonki parde me parde me
Parde me parde me
Parde me koi baitha hai parda karke
Parde me koi baitha hai parda karke.