Pyar Mein Kabhi Kabhi Lyrics - Simi Garewal | Vishal Anand | Nazneen | lata mangeshkar | shailendra singh
2019
Lyrics
Pyar mein kabhi kabhi aisa ho jaata hai
chotisi baat ka fasana ban jaata hai
aaj sajna ka sajni se ho raha saamna
khel hi khel mein dil gaya harna hahn hahn na na
pyar mein kabhi kabhi
Kahene ki nahin baat
magar yeh phir bhi kaheti hoon main
rahne ki nahin jagah koi
phir dil mein raheti hoon mein
jeet kar pyar mein padega harna hahn hahn na na
Nadaan samaj kar tumko dekho
maaj kar diya humne
pyar ki kitab se judaai ka saki
saaf kar diya hamne
yaar ki baat tum kabhi na talna
hahn hahn na na
pyar mein kabhi kabhi aisa ho jata hai