Teri Galiyon Mein Lyrics - Anil Dhawan | Neetu Singh | Bindu | mohammed rafi

2019

Lyrics

Teri galiyon mein na rakhenge kadam, aaj ke baad

Teri galiyon mein na rakhenge kadam, aaj ke baad

Tere milne ko na aayenge sanam, aaj ke baad

Teri galiyon mein
Tu mera milna

Tu mera milna samajh lena ek sapna tha

Tujhko ab mil hi gaya jo tera apna tha

Tu mera milna samajh lena ek sapna tha

Tujhko ab mil hi gaya jo tera apna tha

Humko duniya mein samjhana na sanam, aaj ke baad

Teri galiyon mein na rakhenge kadam, aaj ke baad

Teri galiyon mein
Ghir ke aayengi

Ghir ke aayengi ghataayein phir se savan ki

Tum to baahon mein rahogi apne saajan ki

Ghir ke aayengi ghataayen phir se savan ki

Tum to baahon mein rahogi apne saajan ki

Gale hum gham ko lagayenge sanam, aaj ke baad

Teri galiyon mein na rakhenge kadam, aaj ke baad

Teri galiyon mein