Aye dilwalon pyar na karna song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Aye dilwalon pyar na karna
Is papi sansar se darna
Aye dilwalon pyar na karna


Aye dilwalon pyar na karna
Is papi sansar se darna
Aye dilwalon pyar na karna


Dil ka sahara leke chale hum
Wo bhi sahara tut gaya
Wo bhi sahara tut gaya
Is tarah unka daman chhoda
Is tarah unka daman chhoda
Jaise ke daman chhut gaya
Ab kyun rona aahe bharna
Is papi sansar se darna
Aye dilwalon pyar na karna
Aye dilwalon pyar na karna
Is papi sansar se darna
Aye dilwalon pyar na karna


Ho pyar ki baji khelne walo
Koi yaha ki reet nahi
Koi yaha ki reet nahi
Har to iski har hai lekin
Har to iski har hai lekin
Jeet bhi iski jeet nahi
Fir ham par ilzam dharna
Is papi sansar se darna
Aye dilwalon pyar na karna
Mushkil jina mushkil marna
Aye dilwalon pyar na karna.