Hamara Kya Hai Hum Tadpe Lyrics - Zindagi Ya Toofan | Pradeep Kumar | Nutan | Johny Walker | Asha Bhosle | Talat Mahmood
in Movies
Watch the Video
Song Information
Hamara kya hai hum tadpe song is from Zindagi Ya Toofan (1958) and it is sung by Asha Bhosle and Talat Mahmood.It stars Pradeep Kumar, Nutan, Johny Walker and Om Parkesh in leading roles. This song is penned by Nakhshab Jarchavi and composed by Shakat Ali Dehlavi (Nashad). This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Hamara kya hai hum tadpe
Magar tumko karar aaye
Hamara kya hai hum tadpe
Magar tumko karar aaye
Magar tumko karar aaye
Bas itna ho hame bhi apne
Dil par ikhtiyar aaye
Magar tumko karar aaye
Hamara kya hai hum tadpe
Magar tumko karar aaye
Magar tumko karar aaye
Bahut aansu hai aankho mein
Bahut se dag hai dil mein
Na ab sawan ki rut aaye
Na ab fasle bahar aaye
Magar tumko karar aaye
Humi ne bewafai ki
Hami ne ye dua mangi
Hamari bewafai ka na tumko
Etbar aaye
Magar tumko karar aaye
Hamara kya hai hum tadpe
Magar tumko karar aaye
Magar tumko karar aaye
Jaha itna kiya hai
Aap ye bhi karam kar do
Tum apni yaad se kahdo
Na hargiz bar bar aaye
Magar tumko karar aaye
Magar tumko karar aaye.