Jab jab bahar aayi aur phool muskuraye,
Mujhe tum yaad aaye
Jab jab bhi chand nikla aur tare jagmagaaye,
Mujhe tum yaad aaye.Jab jab bahar aayi aur phool muskuraye,Mujhe tum yaad aayeJab jab bhi chand nikla aur tare jagmagaaye,Mujhe tum yaad aaye.Apna koi tarana maine nahin banaaya
Tum ne mere labon pe har ek sur sajayaa
Jab jab mere taraane duniya ne gungunaaye
Mujhe tum yaad aaye.Apna koi tarana maine nahin banaayaTum ne mere labon pe har ek sur sajayaaJab jab mere taraane duniya ne gungunaaye
Mujhe tum yaad aaye.Ek pyar aur wafa ki tasveer maanta hoon
Tasveer kya tumhe main taqdeer manta hoon
Dekhi nazar ne khushiyaan, ya dekhe gum ke saaye
Mujhe tum yaad aayeEk pyar aur wafa ki tasveer maanta hoonTasveer kya tumhe main taqdeer manta hoonDekhi nazar ne khushiyaan, ya dekhe gum ke saayeMujhe tum yaad aayeMumkin hai zindagaani kar jaaye bewafaai
Lekin yeh pyar woh hai jismein nahin judaai
Is pyar ke fasaane, jab jab zuban pe aaye
Mujhe tum yaad aayeMumkin hai zindagaani kar jaaye bewafaaiLekin yeh pyar woh hai jismein nahin judaaiIs pyar ke fasaane, jab jab zuban pe aayeMujhe tum yaad aaye