utar dakshin puraw paschimutar dakshin puraw paschimjidhar bhi dekhu mai andhkar andhkarandhere me jo baithe hai, nazar un par bhi kuch dalo andhere me jo baithe hai, nazar un par bhi kuch dalo are o roshani walo bure itne nahi hai hum, zara dekho hame bhalo are o roshani walo kafan se dhap kar baithe hai ham sapno ki lasho ko jo kismat ne dikhaye, dekhate hai un tamasho ko kafan se dhap kar baithe hai ham sapno ki lasho ko jo kismat ne dikhaye, dekhate hai un tamasho ko
hame nafrat se mat dekho, zara ham par raham kha loare o roshani walo andhere me jo baithe hai, nazar un par bhi kuch dalo are o roshani walo hamare bhi the kuch sathi, hamare bhi the kuch sapne hamare bhi the kuch sathi, hamare bhi the kuch sapne sabhi wo raah me chute, wo sab ruthe jo the apne sabhi wo raah me chute, wo sab ruthe jo the apne jo rote hai kai din se, zara unko bhi samajha lo are o roshani walo andhere me jo baithe hai, nazar un par bhi kuch dalo are o roshani walo