Tune Hamein Kya Diya Lyrics - Waheeda Rehman | Ashok Kumar | Farida Jalal | Kishore Kumar

1972

Lyrics

Tune hamein kya diya ri zindagi
Tune hamein kya diya ri zindagi
Hamne mangi to mili na maut bhi
Tune hamein kya diya ri zindagi

Khali hath aye the
Khali hath ham chale
Diljale khali hath
Khali hath aye the
Khali hath ham chale
Diljale khali hath
Hamne chahe the phul bhi
Hamne payi na dhul bhi
Tune hamein kya diya ri zindagi
Tune hamein kya diya ri zindagi

Na diya na kiran
Man ka ye sunapan
Kho ke tan na diya
Na diya na kiran
Man ka ye sunapan
Kho ke tan na diya
Dur galiyo me rat bhar
Jhilmilati hai chandani
Tune hame kya diya ri zindagi

Ha bewafa bekhafar beiman
Bekadar tu magar bewafa
Ha bewafa bekhafar beiman
Bekadar tu magar bewafa
Geet gata hai tere hi
Dunia me har admi
Tune hame kya diya ri zindagi
Tune hame kya diya ri zindagi
Hamne mangi to mili na maut bhi
Tune hame kya diya ri zindagi.