Haaye tauba tauba yeh jawaniYeh jawani ka guroorIshq ke saamne sar phir bhi jhukana hi padaKaise kehte the na aayenge na aayenge magarDil ne is tarah pukara tumhein aana hi padaYeh mana meri jaan mohabbat saza haiYeh mana meri jaan mohabbat saza haiMaza ismein itna magar kis liye haiMaza ismein itna magar kis liye haiWoh ik bekaraari jo ab tak idhar thiWohi bekaraari udhar kis liye haiAbhi tak to idhar thi udhar kis liye haiKis liye hai haan kis liye haiYeh mana meri jaan mohabbat saza haiMaza ismein itna magar kis liye haiMaza ismein itna magar kis liye haiBehalna na jaane, badalna na jaaneTamanna machal ke sambhalna na jaaneTamanna machal ke sambhalna na jaaneBehalna na jaane aaha, badalna na jaaneHaye tamanna machal ke sambhalna na jaaneTamanna machal ke sambhalna na jaaneHo ho ho behalna na jaane, badalna na jaaneTamanna machal ke sambhalna na jaaneHaan tamanna machal ke sambhalna na jaaneKareeb aur aao, kadam to badhaoJhuka doon na sar to sar kis liye haiJhuka doon na sar to sar kis liye haiYeh mana meri jaan mohabbat saza haiMaza ismein itna magar kis liye haiMaza ismein itna magar kis liye haiNazaare bhi dekhe, ishare bhi dekheKayi khoobsurat sahaare bhi dekheHaan kayi khoobsurat sahaare bhi dekhe
Nazaare bhi dekhe, ishare bhi dekheKai koobsurat, haan sahaare bhi dekheNaam kya cheez hai, izzat kya haiSone chaandi ki hakiqat kya haiLakh behlaaye koyi daulat sePyaar ke saamne daulat kya haiHo ho ho nazaare bhi dekhe, ishare bhi dekheHaye kayi khoobsurat sahaare bhi dekheHaan kayi khoobsurat sahaare bhi dekheJo maikhane jaake main sagar uthaaoonTo phir yeh nasheeli nazar kis liye haiTo phir yeh nasheeli nazar kis liye haiHaan yeh mana meri jaan mohabbat saza haiMaza ismein itna magar kis liye haiMaza ismein itna magar kis liye haiTumhi ne sanvara, tumhi ne sajayaMere soone dil ko tumhi ne basayaHaan mere soone dil ko tumhi ne basayaTumhi ne sanvara, tumhi ne sajayaMere soone dil ko tumhi ne basayaJis chaman se bhi tum guzar jaoHar kali par nikhar aa jaayeRooth jao to rooth jaaye KhudaAur jo hans do bahaar aa jaayeHo ho ho tumhi ne sanvara, tumhi ne sajayaHaye mere soone dil ko tumhi ne basayaHaan mere soone dil ko tumhi ne basayaTumhare kadam se hai ghar mein ujalaAgar tum nahin to yeh ghar kis liye haiAgar tum nahin to yeh ghar kis liye haiHaan yeh mana meri jaan mohabbat saza haiMaza ismein itna magar kis liye haiWoh ik bekaraari jo ab tak idhar thiWohi bekaraari udhar kis liye haiWohi bekaraari udhar kis liye hai