Hum bhanwar mein song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Hum bhanwar mein kinare banaya kare
Un kinaro se tu ko uthate raho
Hum charaho ko khun deke roshan kare
Tum andhero ki himmat badate raho
Hum bhanwar mein kinare banaya kare


Dil tadpane ki tumne kaisi saza
Kya yahi ishq hai kya yahi hai wafa
Dil tadpane ki tumne kaisi saza
Kya yahi ishq hai kya yahi hai wafa
Hum tumhare liye ja lutate rahe
Aur tum hum se daman bachate raho
Hum bhanwar mein kinare banaya kare


Tune samjha kaha dard de ja rahe
Aas na ho ke tum to rahe ajnabi
Tune samjha kaha dard de ja rahe
Aas na ho ke tum to rahe ajnabi
Kahe bakhano mein radha bike raat din
Tum kanaiya ki bansi bajate raho
Hum bhanwar mein kinare banaya kare.