Hai agar dushmanHai agar dushman dushmanZamana gham nahin, gham nahinHai agar dushman dushmanZamana gham nahin, gham nahinKoi aayeKoi aaye, koi aaye, koi aaye koiHum kisi se kam nahin, kam nahinHai agar dushman dushmanZamana gham nahin, gham nahinKoi aaye koiHum kisi se kam nahin, kam nahinHai agar dushman dushmanZamana gham nahin, gham nahinHai agar dushman dushmanKya karein dil ki jalan koIs mohabbat ke chalan koJo bhi ho jaaye ke ab toSar se bandha hai kafan koHum to deewane diljaleZulm ke saaye mein paleDaal kar aankhon ko tere rukhsaron peRoz hi chalte hain hum to angaron peAaj hum jaise jigar waale kahan aahaZakm khaya hai tab huye hain jawan aahaTeer ban jaaye doston ki nazar aahaYa bane kanjar dushmanon ki zubaan aahaBaithe hain tere dar peTo kuchh kar ke uthengeYa tujhko hi le jaayengeYa mar ke uthengeAaj hum jaise jigar waale kahan
Zakm khaya hai tab huye hain jawanAaj to duniya, aaj to duniya duniyaNahin ya hum nahin, hum nahinKoi aaye koiHum kisi se kam nahin, kam nahinHai agar dushman, ddushmanZamana gham nahin, gham nahinHai agar dushman, dushmanLo zara apni khabar bhiIk nazar dekho idhar bhiHusn waale hi nahin humDil bhi rakhte hain jigar bhiJhoom ke rakha jo kadamReh gayi zanjeer-e-sitamKaise ruk jaayenge hum kisi chilman seZulfon ko bandha hai yaar ke daaman seIshq jab duniya ka nishana bana aahaHusn bhi ghabra ke deewana bana aahaMil gaye rang-e-hina khoon-e-jigar aahaTab kahin rangin yeh fasana bana aahaBhes majnu ka liya maine jo laila ho karRang laya hai dupatta mera maila ho karIshq jab duniya ka nishana banaHusn bhi ghabra ke deewana banaYeh nahin samjhoYeh nahin samjho samjhoKe ham mein dam nahin, dam nahinKoi aayeKoi aaye, koi aaye, koi aaye koiHum kisi se kam nahin, kam nahinHai agar dushman dushmanZamana gham nahin, gham nahinHai agar dushman dushman