Kya Hua Tera Wada Lyrics - Hum Kisi Se Kam Nahin | Rishi Kapoor | Amjad Khan | Zeenat Aman | Mohammed Rafi | Sushma Shrestha (Poornima)
in Movies
Watch the Video
Song Information
Kya hua tera wada song is from Hum Kisi Se Kam Nahin (1977) and it is sung by Mohammed Rafi and Sushma Shrestha (Poornima).It stars Rishi Kapoor, Amjad Khan, Zeenat Aman and Kaajal Kiran in leading roles. This song is penned by Majrooh Sultanpuri and composed by Rahul Dev Burman. It is produced by Nasir Hussain. This song was released on 25 Aug 1977.
Lyrics
Kya huwa teraa vada
Woh kasam woh irada
Kya huwa teraa vada
Woh kasam woh irada
Bhulega dil jis din tumhe
Woh din zindagi kaa
Aakhari din hoga
Kya huwa teraa vada
Woh kasam woh irada
Bhulega dil jis din tumhe
Woh din zindagi kaa
Aakhari din hoga
Kya huwa teraa vada
Yad hai mujhko tune kaha
Tha tumse nahi ruthenge kabhi
Dil ki tarah se hath mile
Hain kaise bhala chhutenge kabhi
Teri bahon me biti har
Shyam bewafa yeh bhi kya yad nahi
Kya huwa teraa vada
Woh kasam woh irada
Bhulega dil jis din tumhe
Woh din zindagi kaa
Aakhari din hoga
Kya huwa teraa vada
Woh kasam woh irada
Oh kehne wale mujhko
Farebi kaun farebi hai yeh bata
Woh jisne gham liya pyar ki
Khatir ya jisne pyar ko bech diya
Nasha daulat kaa aisa bhi
Kya ke tujhe kuchh bhi yad nahi
Kya huwa teraa vada
Woh kasam woh irada
Bhulega dil jis din tumhe
Woh din zindagi kaa
Aakhari din hoga
Kya huwa teraa vada
Woh kasam woh irada.