leharaai hui zulfe girahgeer to dekho dil kyun na giraftar ho zanjeer to dekhophir shaukse keh lena deewana mujhko logo, pehle mere mehbub ki tasveer to dekhotum meri zulfe girahageer ko kyun dekhte ho aur mere paav ke zanjeer ko kyun dekhte hotum to kehte the meri shakl se nafrat hai tumhe, mujhse chhupkar meri tasveer ko kyun dekhte hochhurise teerse talvaar se kya honewala hai, hume to in hasino ki nazar ne maar daala hainazar jo uthi to duwa ban gayi, nazar jo jhuki to haya ban gayi, nazar tirchhi ki to ada ban gayinazar pher li to kaja ban gayinazar jab uthi meharba ho gayi, nazar jab mili to jawa ho gayi, jo palti to dil ki jaba ho gayijo badali to ek daasta ho gayi, nazar se humne nazar ko ek din nazar mila te nazar se dekhanazar jo pahuchi nazar tak unki nazar jhukate nazarse dekha kya baat haidil ek mandir hai tum uski murat ho, kisine sach kaha tum kitni khubsurat hopyar ke mod par mil gaye ho agar, pyar ke mod par mil gaye ho agar aaj milne milane ka waada karopyar ke mod par mil gaye ho agar aaj milne milane ka waada karopyar ke mod par mil gaye ho agar aaj milne milane ka waada karowafa hai zehar to ye zehar hum dono ko peena hai, hume ek saath marna hai hume ek saath jeena haito pyar ke mod par mil gaye ho agar aaj milne milane ka waada karoaa gaye ho to jaane ki zid naa karo, aa gaye ho to jaane ki zid naa karo, ja rahe ho to aane ka waada karoaa gaye ho to jaane ki zid naa karo, ja rahe ho to aane ka waada karoaa gaye ho to jaane ki zid naa karo, ja rahe ho to aane ka waada karotumhara pyar bhi jhutha, tumhari jaat bhi jhuthi, tumhare hoth bhi jhuthe, tumhari baat bhi jhuthitumhara har irada har tamanna har gila jhutha, tumhare phool jhoote baag jhutha, aashiya jhuthawafa jhuthi, zafa jhuthi sitam jhutha karam jhutha, kasam hai sar se lekar paanv tak tu ae sanam jhuthatumhara naam jhutha tumhara kaam jhutha tumhara maikada jhutha, tumhara jaam bhi jhuthatumhari raat jhuthi, chaand jhutha, aasma jhuthatumhare asht gam jhuthe tumhara zakhme jaha jhutha, tumse badhke koi aur bemuravat nahipyar karne ki ab hamko phursat nahi, main tumhe yaad karne ki zid chhod dumain tumhe yaad karne ki zid chhod du, tum mujhe bhul jaane ka waada karomain tumhe yaad karne ki zid chhod du, tum mujhe bhul jaane ka waada karomain tumhe yaad karne ki zid chhod du, tum mujhe bhul jaane ka waada karochal ye maana mohabbat ka dastur hai, husn ki har ada humko manzur haiada par naaz par har aadmi kurbaan hota haijo achchhi cheez hoti hai , udhar hi dhyan hota haikiya tha waada ke kal ayenge charaag jale, aur tamam raat charaago se dil ke daag jaleye dard bhi daulat hai ye daag bhi daulat hai, ye jitne bhi daulat hai sab teri badaulat haibarabar khafa ho, barabar manaaye, na tum baaz aao na ham baaz aayekyonki bheegi zulfo ko shanoo par jhatak kar chhod dete haibarasnewale baadal apna bhi rukh mod lete haiare ye husnwale jab bhi lete hai angdaai, to khudawale bhi barso ki ibaadat chhod dete haikya baat haiyaad aa jaau to bhul jaaya karo, apne palko ke moti chhupaya karoaasuose to sab raaz khul zayenge, aur khayanat mohabbat mein ho jaayegimere mehbub tum ho amanat meri, mere mehbub tum ho amanat meri gam mein bhi muskarane ka waada karomere mehbub tum ho amanat meri gam mein bhi muskurane ka waada karomere mehbub tum ho amanat meri gam mein bhi muskurane ka waada karonazar jhukao, hasino ka ehtraam karo, hai mera naam jawani mujhe salaam karojo husn chaahe to lag jaaye aag pani mein, aji kisi hasin ko dekha bhi hai zawani meinshama ne aag rakhi shama ne aag rakhi sar pe kasam khane ko, bakhuda maine jalaya nahi parwane kosare bazar mere husn ka charcha naa karo, pyar sachcha hai to tum mujhe ruswa na karochand uncha hai bahut chaand ka sauda naa karo, durse dekh lo chhune ki tamanna na karo
kisi aashik se koi vaasta nahi rakhte, hum apne ghar mein koi aaina nahi rakhtejitni badnamiya thi wo sab dekh li, chhod do mujhko ab tumse matlab nahimeri tasveer ko phadkar phek do ha meri tasveer ko phadkar phek do ha mera har khat jalane ka waada karomeri tasveer ko phadkar phek do, ha mera har khat jalane ka waada karoishkne mere nagmo ko parwaz di, tum jo ruthe to dilne ye aawaz dichuna hai dil ne tujhe itne naazino mein, aur tera jawab nahi shehar ke hasino meinjo pura hua meri chahat ka sapna to bana lunga main tujhko mehbub apnadekhna hasrate deedar me jal jayenge aur ham patange ki tarah pyar mein jal jayengetum mujhe itni mohabbat se naa dekho varna, are log dekhe inge to bekaar mein zal jayengelog dekhe inge to bekaar mein zal jayengejalnewalo ko tera dil naa jalane dunga, aur tujhpe ruswai ki main aanch naa aane dungaye hai mera waada o mera wada, ye hai mera waada o mera waada, ye hai mera waada o mera waadaye hai mera waada ye hai mera waada ye hai mera waada, waada ho mera waadaye hai mera waada o mera waada, ye hai mera waada o mera waadakisi din dilbari dekhi, kisi din dilbari dekhi kisi din berukhi dekhiaji rehne bhi dijiye bas mohabbat aapki dekhiabhi to aap humpe jaan dene ko the aamada, zara si der mein tasveer hi badali hui dekhibahaane khub dhundhe hai hume barbad karne ke, tumhara ishk dekha pyar dekha dosti dekhijitne shikve gile hai mita le abhi, are jo sunana hai ae dil suna le abhiin aashiko ka koi bharosa nahi, aaj waada kiya kal mukar jayenge, parso jal jayegeja dekha tera waada o tera waada, ja dekha tera waada o tera waada, ja dekha tera waada o tera waadawaada waada waada waada ja dekha tera wada o tera waada, ja dekha tera waada o tera waadaja dekha tera waada o tera waadasaja dunga phulose aangan tumhara aur sitaarose bhar dunga daaman tumharachamakti rahegi kalaai tumhari, khanakta rahega ye kangan tumharadulhan banake tumhe apne ghar mein launga phir uske baad main duniya ko bhul jaaungamagar tum bewafa ho, tum kya jaano wafadarihum pyar ke pujari tum pyar ke shikari, sab kuchh hai tujhme par pyar hi nahi haiaankhe teri kahi hai aur dil tera kahi haikaati thi raat humne ganga kinaare gori, dono ne kasam khakar baandhi thi prem dorimagar gam teri judaai ka sehna hai sahunga main, aur ye aakhari khat mera ab khat na likhunga mainye aakhari khat mera ab khat na likhunga mainis khat mein khun-ae-dil hai, mehandi mein mila lenajis roz bano dulhan haatho mein laga lenaab iske siva tumko kya aur du nazrana , uththe mera zanja shehnai tum bajanatadap uthoge wo nagma jigar se nilkega, mera zanaja tumhare hi ghar se niklegaha ye hai mera waada o mera waada, ye hai mera waada o mera waada, ye hai mera waada o mera waadaye hai mera waada ye hai mera waada ye hai mera waada, waada merawaada o mera waada, ye hai mera waada o mera waadaye hai mera waada o mera waadamere mehbub ne waada kiya hai paanchve din ka, kiya hai waada to koshish bhi karna aane kisuna hai aapko aadat hai bhul jaane kiabhi sikha nahi hai aapne wada wafa karna, to kya ummid rakhe aapse wada nibhane kiaapke lab par aur wafa ki kasam kya kasam khaayi hai khuda ki kasamjaban aur dilpe jise apne akhtiyaar nahi, mujhe to uski kasam ka bhi aitbar nahimere mehbub ne wada kiya hai paanchve din ka, are kisise sun liya hoga ke duniya char din ki haija ja ja dekha tera waada o tera waada, ja dekha tera waada o tera waada, ja dekha tera wada o tera waadawaada dekha tera waada o tera waada, ja dekha tera wada o tera waadaja dekha tera waada o tera waada