Na kanjar uthegaa, ji chaahataa hai chum lun song is from and it is sung by , and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by R. Chandra. This song was released on 01 Jan 1960.
aaaaaa na khajar uthega na talvaar tumse
aaa ye baazu mere aazamaaye huye hai
aur pahchanta hu khub
pahchanta hu khub tumhari nazar ko mai
pahchanta hu khub tumhari nazar ko mai
bhai, jaane na dunga haath se dil aur jigar ko mai
jaane na dunga haath se
jaane na dunga haath se
jaane na dunga haath se dil aur jigar ko mai

dil aisi shah nahi hai jo kaabu me rah sake
dil aisi shah nahi hai jo kaabu me rah sake
dil aisi shah nahi hai jo kaabu me rah sake
bhai, samajhaau kis tarah ye kisi
samajhaau kis tarah
samajhaau kis tarah
samajhaau kis tarah ye kisi bekhabar ko mai
aayi hai unke chaand se chahre ko chum kar
aayi hai unke, aayi hai unke, aayi hai unke
aayi hai unke chaand se chahre ko chum kar
bhai, ji chaahta hai,ji chaahta hai
ji chaahta hai chum lu
ji chaahta hai chum lu
ji chaahta hai chum lu apni nazar ko main

go zulm behisaab kiya is nigaah ne
go zulm behisaab kiya is nigaah ne
rusavaa kiya kharaab kiya is nigaah ne
go zulm behisaab kiya is nigaah ne
rusavaa kiya kharaab kiya is nigaah ne
ik kaam laajavaab kiya is nigaah ne
jo tujhko itakhaab kiya is nigaah ne
jo tujhko itakhaab kiya is nigaah ne
bhai, ji chaahta hai chum lu apni nazar ko mai
ji chaahta hai chum lu apni nazar ko mai
ji chaahta hai chum lu apni nazar ko mai

ji chaahta hai, ji chaahta ji chaahta ji
ishq par zor nahi hai ye vo aatish fitana
ishq par zor nahi hai ye vo aatish fitana
ishq par zor nahi hai ye vo aatish fitana
ke lagaaye na lage aur bujhaaye na bane
ab tum hi kaho ki kya, ji chaahta hai
ji chaahta hai, ji chaahta
ji chaahta hai, ji chaahta
vo sada dur dur rahta hai
nasiha tu durust kahta hai
uspe marne se kuchh nahi haasil
aah bharne se kuchh nahi haasil
bemuravvat hai bevafa hai vo
mere dushaman ka aashana hai vo
ab use chhod na hi behatar hai
ye bharam todna hi behatar hai
maante hai tere nasihat ko
haay par kya kare tabiyat ko
bhai, ji chaahta hai, ji chaahta ji chaahta ji
ji chaahta hai, ji chaahta ji chaahta ji
ji chaahta hai, ji chaahta ji chaahta ji

pichhle pahar jab os pade aur thandi pavan chale
biraha agan mora tan man phunke suni sej jale
sab sakhiya chali pi ko rijhaane
more sajan hai dur thikaane
aur mera bhi ji chaahta hai
ji chaahta hai, ji chaahta ji chaahta ji
kyo aag pe marate ye ham nahi kah sakate
ji chaahta hai, ji chaahta ji chaahta ji
surat kaa savaal hai na sirat ki baat hai
ham tum pe mar mite ye tabiyat ki baat hai