Wo zamaana aur thha song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1953.
Wo zamaana aur thha
Aur ye zamaana aur hai
Wo zamaana aur thha
Aur ye zamaana aur hai
Wo zamaana aur thha
Aur ye zamaana aur hai
Aa aa aa
Aa aa aa
Aa aa aa
Aa aa aa
Aa aa aa
Wo zamaana aur thha
Aur ye zamaana aur hai
Aeji wo zamaana aur thha
Aur ye zamaana aur hai
Aisa kya
Wo zamaana aur thha
Aur ye zamaana aur hai


Auraten bhi geet aazaadi ke
Ab gaane lageen haan
Geet ab gaane lageen
Ho geet ab gaane lageen
Surkhi powder lagaa kar
Ae ji
Surkhi powder lagaa kar
Aa haa
Khoob itraane lagin
Ae ji khoob itraane lagin
Lo ji lo
Khoob itraane lagin
Aa aa aa aa
Aa aa aa aa aa
Jab kisi boodhhe ne
Samjhaaya to ye gaane lagin kya
Wo zamaana aur thha
Aur ye zamaana aur hai
Wo zamaana aur thha
Aur ye zamaana aur hai
Aa aa aa aaa
Aa aa aa aa
Wo zamaana aur thha
Aur ye zamaana aur hai
Aa aa aa aa
Wo zamaana aur thha
Aur ye zamaana aur hai


Murge dil mat ro
Yahaan tasuwen bahaana hai mana
Tasuwen bahaana hai mana
Tasuwen bahaana hai mana
Aag jis ghar mein lage
Usko bujhaana hai mana
Aag jis ghar mein lage
Usko bujhaana hai mana
Laalaaji kehte hain ain
Arre
Laalaji kehte hain ke
Nalke pe nahaana hai manaa
Ab to laala ji ko
Ye datkar
Sunaana aur hai
Wo zamaana aur thha
Aur ye zamaana aur hai
Aa aa aa
Aa aa aa
Aa aa aa haaye
Wo zamaana aur thha
Aur ye zamaana aur hai aeji aeji
Wo zamaana aur thha
Aur ye zamaana aur hai
Wo zamaana aur thha
Aur ye zamaana aur hai.