Ye Aaj Ke Laila Aur Majnu Lyrics - Pagle | G. M. Durrani | Khan Mastana
in Movies
Watch the Video
Song Information
Ye aaj ke laila aur majnu song is from Pagle (1950) and it is sung by G. M. Durrani, Khan Mastana and Mukesh Chand Mathur (Mukesh).It stars Madhuri, Begum Para and Cukoo in leading roles. This song is penned by Anjum Pilibhiti and composed by Snehal Bhatkar. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Ye aaj ke laila aur majnu
Yoon mil kar bichhda
Karte hain aen aen aen
Ik haath se dil ko thhaamte hain
Ik haath se dil ko thhaamte hain
Ik haath se ta ta karte hain
Ik haath se ta ta karte hain
Ik haath se ta ta karte hain
Ik haath se ta ta karte hain
Ta ta ta ta ta ta ta ta ta ta
Ik haath se ta ta karte hain
Aaaaaa aaaaaaa aaaa
Wo hero se mil kar heroine
Kuchh gaane lagi
Gaane lagi rone lagi
Haan gaane lagi rone lagi haan
Hum roz muhabbat ki dil mein
Aankhon mein utaara karte hain
Aankhon mein utaara karte hain
Aankhon mein utaara karte hain haan
Aankhon mein utaara karte hain
Aankhon mein utaara karte hain
Kismet ne diya hai kya jhhaansaa
Zaalim ki muhabbat ne phaansaa phansaa
Ab din ke ujaale mein humko
Taare nazar aaya karte hain
Taare nazar aaya karte hain
Taare nazar aaya karte hain
Aaaaaa aaaaaa aaaaaa
Taare nazar aaya karte hain
Taare nazar aaya karte hain
Taare nazar aaya karte hain
Us waqt khushi se dil mera
Aankhon mein utarne lagta hai
Haan da da da da daa haan
Jab kaali soorat par wo
Makeup makeup lagaa kar
Nakhraa karte hain
Makeup lagaa kar
Nakhraa karte hain
Makeup lagaa kar
Nakhraa karte hain
Haaaan aaaaaaaan
Makeup lagaa kar
Nakhraa karte hain
Nakhraa nakhraa
Nakhraa nakhraa nakhraa haaye
Nakhraa makeup lagaa kar
Nakhraa karte hain
Aaaaaaaa aaaaa aaaa
Jab unse ladi thhi meri nazar
Ye dil ne kahaa thha haaah
Ghabraa kar ghabraa kar
Naadaan na ban
Abe naadaan na ban
Aankhen na ladaa
Wo aag lagaa kar
Haa haa karte hain
Wo aag lagaa kar
Haa haa karte hain
Wo aag lagaa kar
Haa haa karte hain
Wo aag lagaa kar
Haa haa karte hain
Wo aag lagaa kar
Haa haa karte hain
Ae meri mohabbat ki motor
Garij se nikal kar road pe aa
La la la la laa la lallaa
Lallaa lallaa lallaa lallaa laa haan haan
Hum kab se khade raahon mein teri
Aankhon ko bichhaaya karte hain
Aankhon ko bichhaaya karte hain
Aankhon ko bichhaaya karte hain
Aankhon ko bichhaaya karte hain
Aankhon ko bichhaaya karte hain.