Naino mein kyon aan base song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Naino mein kyon aan base
Do nain tumhare
Luta hai hasino ne hamein
Kyon karke ishare
Naino mein kyon aan base
Do nain tumhare


Karke bahana teri ankhiya
Dil ko nishana kar hi gayi
Teri bhi nigahe kam to nahi
Hamko deewana kar gayi
Ye jadu hai ya tona
Kuchh to kaho na
Ye dil ye hamara
Sajan nahi bas mein hamare
O ho ji nahi bas mein hamare
Luta hai hasino ne hamein
Kyon karke ishare


Sapno mein aate ho puche bina
Jao ji na hamse bat karo
Gore gore mukh se hatao julfe
Din ko na aise rat karo
Na itna satao hamein na tadpao
Ke pahle se hi ham pyase
Tere pyar ke mare
Oho ki tere pyar ke mare
Luta hai hasino ne hamein
Kyu karke ishare


Leke chali hai jane kaha
Dil mein uthi jo halchal hai
Do dil mil jate hai jaha
Samjho wahi par manjil hai
Na janu mai ye kya hai
Bas itna pata hai
Ke piya meinra jiya
Aa gaya naino mein tumhare
O ho ji naino mein tumhare
Luta hai hasino ne
Hamein kyu karke ishare
Naino mein kyon aan base
Do nain tumhare.