Nigahon mein ye mastiyan kyon song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Nigahon mein ye mastiyan kyon
Adao mein ye shokhiya kyon
Eye dil bata na yu chhupa
Koi to hai koi to hai
Nigahon mein ye mastiyan kyon
Adao mein ye shokhiya kyon
Eye dil bata na yu chhupa
Koi to hai koi to hai
Nigahon mein mastiyan kyon


Dhadkano ke saj pe
Jo geet ga raha
Dhadkano ke saj pe
Jo geet ga raha
Jo labo ke jum bhi so pe
Muskura raha
Khwab mein khyal mein ye
Kaun aata hai jata hai har ghadi
Dur se bulane wala
Ye jadu chalane wala
Eye dil bata na yu chhupa
Koi to hai koi to hai
Nigahon mein mastiyan kyon


Aanhko mein shama gaya hai
Kiska baakpan
Aanhko mein shama gaya hai
Kiska baakpan
Raat din lagi hui hai kiski ye lagan
Kho gayi najar kaha ye bekarari
Ye halchal hai itni iska raz kya
Eye dil bata na yu chhupa
Koi to hai koi to hai.