Teri haan ka na ka main song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Pooja Kapoor. This song was released on 01 Jan 2018.
Teri haan ka teri na ka
Ho, teri haan ka na ka,
Main na intejar karungi
Teri haan ka na ka,
Main na intejar karungi
Tu haan kar ya na kar,
Tu haan kar na kar
Kuchh bhi kar main pyar karungi
Teri haan ka na ka,
Main na intejar karugi
Tu haan kar ya na kar,
Tu haan kar na kar kuchh bhi kar
Main pyar karungi
Ho, teri haan ka na ka,
Main na intejar karungi


Chhod ye kagaj kalam davat,
Chhod ye kagaj kalam davat
Tham le mere gore hath,
Chhod ye kagaj kalam davat
Tham le mere gore hath
Hai wo bade sharam ki baat
Main jo karungi tere sath,
Main jo karungi tere sath
Ek baar nahi do baar nahi,
Ek baar nahi do baar nahi
Sau baar karungi
Teri haan ka na ka,
Main na intejar karungi
Ho, teri haan ka na ka,
Main na intejar karungi


Kar jaungi aisa kaam,
Sun kar sab lenge dil tham
Kar jaungi aisa kaam,
Sun kar sab lenge dil tham
Jhuta lekar tera naam,
Kar dungi tujhko badnaam
Kar dungi tujhko badnaam,
Ye laaj sharam ki rekha bhi
Ye laaj sharam ki rekha bhi,
Main paar karungi
Teri haan ka na ka,
Main na intejar karungi
Tu haan kar ya na kar,
Tu haan kar na kar kuchh bhi kar
Main pyar karungi


Teri haan ka na ka,
Main na intejar karunga
Teri haan ka na ka,
Main na intejar karunga
Tu haan kar ya na kar,
Tu haan kar na kar kuchh bhi kar
Main pyar karunga, main pyar karungi
Main pyar karunga, main pyar karugi.