Bewafa tera masoom chehra song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 28 Aug 1998.
Koi jahaa mein meri tarah bekraar na ho
Khuda karein ke kisi ko
Kisi se pyaar na ho
Woh jaane kyaa j
Teri berukhi pe ho na fidda
Woh dil hi kyaa jo
Tere husn pe nisaar na ho


Bewafa tera masoom chehra
Bewafa tera masoom chehra
Bhul jaane ke kaabil nahi hain
Bhul jaane ke kaabil nahi hain
Bewafa tera masoom chehra
Bewafa tera masoom chehra
Bhul jaane ke kaabil nahi hain
Bhul jaane ke kaabil nahi hain


Bewafa tera masoom chehra
Bhul jaane ke kaabil nahi hain
Bewafa tera masoom chehra
Bhul jaane ke kaabil nahi hain
Tu bahot khubsoorta hain lekin
Tu bahot khubsoorta hain lekin
Dil lagane ke kaabil nahi hain
Dil lagane ke kaabil nahi hain
Bewafa tera masoom chehra
Bhul jaane ke kaabil nahi hain
Bhul jaane ke kaabil nahi hain


Main puchha ke kal sab kahan the
Pehale sarmaaye phir haske bole
Main puchha ke kal sab kahan the
Pehale sarmaaye phir haske bole
Ye bhi hai kal ki baat zara ye bataaiye
Thaa ismein kiska haath zara ye bataiye
Are kaise guzaari raat zara ye bataiye
Kal sab the kiske saath zara ye bataiye


Main puchha ke kal sab kahan the
Pehale sarmaaye phir haske bole
Aap woh baat kyun puchhate hain
Aap woh baat kyun puchhate hain
Jo bata ne ke kaabil nahi hain
Jo bata ne ke kaabil nahi hain
Bewafa tera masoom chehra
Bhul jaane ke kaabil nahi hain
Bhul jaane ke kaabil nahi hain


Boj padte hi naajo adda ka
Sarmse juk gayi hain nigahein
Boj padte hi naajo adda ka
Sarmse juk gayi hain nigahein


Meri nigahan aaj bada kaam kar gayi
Chehare pe uske sarmki laali bikhar gayi
Are naazo adda se husn ki duniya sawar gayi
Are sarmo hayya se aur jawaani nikhar gayi
Boj padte hi naajo adda ka
Sarmse juk gayi hain nigahein
Ab to teri ye chanchal jawaani
Ab to teri ye chanchal jawaani
Sar uthane ke kaabil nahi hain
Sar uthane ke kaabil nahi hain
Bewafa tera masoom chehra
Bhul jaane ke kaabil nahi hain
Bhul jaane ke kaabil nahi hain


Jab kahan bewaafa unko anwar
Zulf ki tarah balkhake bole
Jab kahan bewaafa unko anwar
Zulf ki tarah balkhake bole


Jis dil pe naaj tha mujhe woh dil nahi raha
Phir bhi main unki yaad se gafil nahi raha
Lekin woh ek baat pe aise khaffa huye
Are kehane lage ye pyar ke kaabil nahi raha
Jab kahan bewaafa unko anwar
Zulf ki tarah balkhake bole
Isko faansi lagado ye aashiq
Isko faansi lagado ye aashiq
Rehem khaane ke kaabil nahi hain
Rehem khaane ke kaabil nahi hain
Bewafa tera masoom chehra
Bhul jaane ke kaabil nahi hain
Bhul jaane ke kaabil nahi hain


Tu bahot khubsoorta hain lekin
Dil lagane ke kaabil nahi hain
Dil lagane ke kaabil nahi hain.