Pal din mahine kai saal ho gaaye song is from and it is sung by and . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Pal din mahine kai saal ho gaaye
Pal din mahine kai saal ho gaaye
Pal din mahine kai saal ho gaaye
Hum to tere pyaar
Mein behaal hogaye


Humne tumko yaad kiya aur
Itana yaad kiya
Humne tumko yaad kiya aur
Itana yaad kiya
Pyar ki duniya mein
Ik misaal ho gaye
Ho pal din mahine
Kai saal ho gaaye
Hum to tere pyaar
Mein behaal hogaye


Tum hi tum ho
Mere khayalo mein
Jaise khushboo rehati hain
Gulabo mein
Dil par kya kya ghujari
Tum kya jaano
Tum rehate the aksar
Hijaabo mein
Achha ye mauka hain
Tum kehado dilki baat
Humne tumko yaad kiya aur
Itana yaad kiya
Pyar ki duniya mein
Ik misaal ho gaye
Pal din mahine kai
Saal ho gaaye
Hum to tere pyaar
Mein behaal hogaye


Kitana achha dil ka lagana hain
Pyar to ik jeene ka bahana hain
To phir aao karlo ek waada
Marte dum saath nibhana hain
Marke bhi kasam rab ki
Rehana hain tere saath
Pal din mahine kai saal ho gaaye
Hum to tere pyaar mein
Behaal hogaye


Ho humne tumko yaad kiya aur
Itana yaad kiya
Pyar ki duniya mein ik misaal ho gaye
Ho pal din mahine kai saal ho gaaye
Ho pal din mahine kai saal ho gaaye
Ho pal din mahine kai saal ho gaaye
Ho pal din mahine kai saal ho gaaye.