Tere bina main na rahun song is from and it is sung by and . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Tere bina main na rahun
Mere bina tu na rahen
Yeh kasam yahin le sanam
Yeh kasam yahin le sanam
Tere bina main na rahun
Mere bina tu na rahen
Yeh kasam yahin le sanam
Yeh kasam yahin le sanam


Pyaar kahe mera
O jaane jaana
Bas ho agar ye mere
Saanso ke jaise
Ghujarti rahun main
Chhukar laboko tere ho
Tere bina main na rahun
Mere bina tu na rahen
Yeh kasam yahin le sanam
Yeh kasam yahin le sanam


Tu meri jaan hain
Mera armaan hain
Tera ghar mera dil hain
Ye jahaan nahin


Dil ye betaab hain
Tu mera khwab hain
Meri palko se door
Kyun rahe kahin
Ho ab to koi fasala
Mujhe nahi ghawara
Chhod doon jahan
Agar mile tera ishara
Tere bina main na rahun
Mere bina tu na rahen
Yeh kasam yahin le sanam
Yeh kasam yahin le sanam


Pyaar kahe mera
O jaane jaana
Bas ho agar ye mere
Saanso ke jaise
Ghujarti rahun main
Chhukar laboko tere ho
Tere bina main na rahun
Mere bina tu na rahen
Ye kasam yahin le sanam
Ye kasam yahin le sanam


Ho o kahun main bawari
Main banu basuri
Tere hotho se lagu
Labo ke geet chura loon


Tera aanchal banu
Tann se lipata rahoon
Teri dhadkan ka main
Har geet chura loon
Ho apne pyar ko
Jahan ki nazar lage na
Yeh nasha rahe to
Zindagi safar lage na
Tere bina main na rahun
Mere bina tu na rahen
Yeh kasam yahin le sanam
Yeh kasam yahin le sanam


Pyaar kahe mera
O jaane jaana
Bas ho agar ye mere
Dil banke seene ki
Gehrayio mein
Dhadka karun main tere ho
Tere bina main na rahun
Mere bina tu na rahen
Ye kasam yahin le sanam
Ho ye kasam yahin le sanam
Ye kasam yahin le sanam
Hey yeh kasam yahin le sanam
Ho yeh kasam yahin le sanam
Haa yeh kasam yahin le sanam.