Kya sochta hain aye dil song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Kya sochta hain aye dil
Kya sawal karta hain
Ye pyaar to sabhi ka
Bura haal karta hain


Kya sochta hain aye dil
Kya sawal karta hain
Ye pyaar to sabhi ka
Bura haal karta hain
Kya sochta hain aye dil


Jise bhi pyaar kiya
Dil ka aitbaar kiya
Haan jise bhi pyaar kiya
Dil ka aitbaar kiya
Usne to khud hi apna
Bas jeena dushvaar kiya
Pehale to dil lagake
Phir dard mitha paake
Kya sawal karta hain
Ye pyaar to sabhi ka
Boora haal karta hain
Kya sochta hain aye dil


Jaata hain ek nazar mein
Dil ka sukun saara
Jaata hain ek nazar mein
Dil ka sukun saara
Deta jo bekaraari
Lagata hain wohi pyara
Kya hum bataye kise
Mat puchho kaise kaise
Ye kamaal karta hain
Ye pyaar to sabhi ka
Bura haal karta hain
Kya sochta hain aye dil


Kya sawal karta hain
Ye pyaar to sabhi ka
Bura haal karta hain
Kya sochta hain aye dil
Kya sochta hain aye dil.