Aap se achhi aapki yaaden hain song is from and it is sung by and . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Aap se achhi aapki yaaden hain
Aap se achhi aapki yaaden hain
Jo tadpati nahin tarsati nahin
Tadpati nahin o tarsati nahin
Aap to aakar chale jaate ho
Aap to aakar chale jaate ho
Woh jaati nahin woh jaati nahin
Tadpati nahin o tarsati nahin


Door hoon tujhse sanam
Mujhko ehsaas hain
Tu nahin hain par
Teri tasveer paas hain
Door hoon tujhse sanam
Mujhko ehsaas hain
Tu nahin hain par
Teri tasveer paas hain
Seene mein dil hain dil mein tu
Mujhko to hain bus teri aarzoo
Saari duniya se kahun
I love you i love you
Aap se achhi aapki yaaden hain
Aap se achhi aapki yaaden hain
Jo tadpati nahin tarsati nahin
Tadpati nahin o tarsati nahin


Aaj kal tere mere pyar ke
Charche har jhubaan par
Sabko malum hain aur
Sabko khabar ho gayi
Aaj kal tere mere pyar ke
Charche har jhubaan par
Sabko malum hain aur
Sabko khabar ho gayi


Aapki baato ka bhi koi aitbaar hain
Kaisa pyar hain aapka kaisa pyar hain
Aapki baato ka bhi koi aitbaar hain
Kaisa pyar hain aapka kaisa pyar hain
Mujhse door kyun jaate ho
Jaake nazar kyun aate ho
Phir bhi aapse kahoon
I love you i love you
Aap se achhi aapki yaaden hain
Aap se achhi aapki yaaden hain
Jo tadpati nahin tarsati nahin
Tadpati nahin o tarsati nahin


Aap to aakar chale jaate ho
Aap to aakar chale jaate ho
Woh jaati nahin woh jaati nahin
Tadpati nahin o tarsati nahin.