Jeena nahi song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by N. Chandra. This song was released on 11 Nov 1988.
Keh do ke tum ho meri warna

Jeena nahin mujhe hai marna

Kehdo ke tum ho meri warna

Jeena nahin mujhe hai marna

Dekho kabhi na aisa kehna

Dekho kabhi na aisa karna

Yehi adaa to ek sitam hai

Suno tumhein meri kasam hai

Keh do ke tum ho meri warna

Jeena nahin mujhe hai marna

Dekho kabhi na aisa kehna

Dekho kabhi na aisa karna

Yehi adaa to ek sitam hai

Suno tumhein meri kasam hai

Keh do ke tum ho meri warna

Jeena nahin mujhe hai marna

Tum aaj mujhse yeh ek vaada kar lo

Phir na koi tum shararat karoge

Jitni mohabbat main karti hoon tumse

Mujhse tum utni mohabbat karoge

Mohabbat karoge

Yehi adaa to ek sitam hai

Suno tumhein meri kasam hai

Keh do ke tum ho meri warna

Jeena nahin mujhe hai marna

Kal dil dukhaya tha maine tumhara

Is baat ka aaj tak mujhko hai gham

Yeh soch kar maaf kar dena mujhko

Meri yeh pehli mohabbat hai jaanam

Mohabbat hai jaanam

Yehi adaa to ek sitam hai

Suno tumhein meri kasam hai

Kehdo ke tum ho meri warna

Jeena nahin mujhe hai marna

Shikve gile, shikve gile

Shikve gile sab hain kal ki kahani

Ab zindagi bhar khafa hum na honge

Ab main tumhara hoon aur bas tumhara

Mar jaaoon bhi to juda hum na honge

Ab khafa hum na honge

Bewafa hum na honge

Yehi adaa to ek sitam hai

Suno tumhein meri kasam hai

Keh do ke tum ho meri warna

Jeena nahin mujhe hai marna

Keh do ke tum ho mere warna

Jeena nahin mujhe hai marna

Dekho kabhi na aisa karna

Dekho kabhi na aisa kehna

Yehi adaa to ek sitam hai

Suno tumhein meri kasam hai

Yehi adaa to ek sitam hai

Suno tumhein meri kasam hai