Maine dil ka hukum sun liya song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Pooja Kapoor. This song was released on 01 Jan 2018.
Maine dil ka hukum sun liya,
Maine dil ka hukum sun liya
Tere sadke balam tu le le kasam,
Maine tujhko sanam chun liya
O ho maine tujhko sanam
Chun liya, chun liya re
Maine tujhko sanam chun liya
Maine dil ka hukum sun liya
Maine dil ka hukum sun liya
Tere sadke sanam tu le le kasam,
Maine tujhko sanam chun liya
O..maine tujhko sanam
Chun liya, chun liya re
Maine tujhko sanam chun liya


Meri payal bhi chhanki nahi ho ho o ho
O..meri payal bhi chhanki nahi
O..meri chudi bhi khanaki nahi
O..meri payal bhi chhanki nahi
Ho meri chudi bhi khanaki nahi
Meri bindiya bhi chamki nahi,
Tune kaise balam, tune kaise balam
Tune kaise balam sun liya,
Ho.. O tune kaise balam sun liya
Maine dil ka hukum sun liya
Maine dil ka hukum sun liya
Tere sadke balam tu le le kasam,
Maine tujhko sanam chun liya
O.. Ho maine tujhko sanam
Chun liya, chun liya re
Maine tujhko sanam chun liya


Na kisi se ye maine kaha,
Na kisi se ye tune kaha
Na kisi se ye maine kaha,
Na kisi se ye tune kaha
Ye fasana magar pyar ka
Ye fasana magar pyar ka
Sab ne teri kasam
Sab ne teri kasam
Sab ne teri kasam sun liya,
Ho..sab ne teri kasam sun liya
Maine dil ka hukum sun liya
Maine dil ka hukum sun liya
Tere sadke balam tu le le kasam,
Maine tujhko sanam chun liya
Ho.. Maine tujhko sanam
Chun liya, chun liya re
Maine tujhko sanam chun liya


Sahibo, sahibo, sahibo,
Sahibo sabko mera salam
Sahibo sabko mera salam
Aashiqo mein hai mera bhi naam
Ek hansin ka hu main bhi gulam,
Ja re ja besharam ja re ja besharam,
Ja re ja besharam sun liya
Ho..ja re ja besharam sun liya


Maine dil ka hukum sun liya,
Maine dil ka hukum sun liya
Tere sadke balam tu le le kasam,
Maine tujhko sanam chun liya
Ho..maine tujhko sanam
Chun liya, chun liya re
Maine tujhko sanam chun liya
Ho ho ho ho ho, ho ho ho ho ho
Ho ho ho ho ho, ho ho ho ho ho.