sun rii pavan, pavan purvaiyyaa, main huuN akelii alabelii Lyrics - Ashok Kumar | Nutan | Vinod Mehra | Lata Mangeshkar
1972
Lyrics
sun rii pavan, pavan puravayyaa
main huun akelii alabelii tuu sahelii merii
ban jaa saathiyaa
1) chal tuu meraa anchal thaam ke
anjaane raste is gaanv ke
saathii hain ye mere naam ke
nain ye nigode kis kaam ke
dole meraa man, aise jaise nayyaa, main huun
2) koii to ho aise puuchhe baat jo
giruun to pakad leve haath jo
hanse roe sadaa mere sath jo
soe jaage sang din raat jo
aise ho milan, jaise dhuup chhanyyaa, main huun
main huun akelii alabelii tuu sahelii merii
ban jaa saathiyaa
1) chal tuu meraa anchal thaam ke
anjaane raste is gaanv ke
saathii hain ye mere naam ke
nain ye nigode kis kaam ke
dole meraa man, aise jaise nayyaa, main huun
2) koii to ho aise puuchhe baat jo
giruun to pakad leve haath jo
hanse roe sadaa mere sath jo
soe jaage sang din raat jo
aise ho milan, jaise dhuup chhanyyaa, main huun