Tere nainon ke main deep jalaungaTere nainon ke main deep jalaungaApni aankhon se duniya dikhlaungaAchcha! woh kya hai, ek mandir haiUs mandir mein, ek moorat haiYeh moorat kaisi hoti haiTeri soorat jaisi hoti haiWoh kya hai, ek mandir haiMain kya jaanu chhanv hai kyaAur dhoop hai kyaMain kya jaanu chhanv hai kyaAur dhoop hai kyaRang-birangi is duniya ka roop hai kyaWoh kya hai, ek parvat haiUs parvat pe, ek baadal haiYeh baadal kaisa hota haiTere anchal jaisa hota hai
Woh kya hai, ek parvat haiMast hawa ne ghoonghat khola kaliyon kaMast hawa ne ghoonghat khola kaliyon kaJhoom ke mausam aaya hai rang-raliyon kaWoh kya hai, ek bagiya haiUs bagiya mein, kayi bhanwre hainBhanwre kya jogi hote hainNahin dil ke rogi hote hainWoh kya hai, ek bagiya haiAisi bhi anjan nahi main ab sajnaBin dekhe mujhko dikhta hai sab sajnaAchcha! woh kya hai, woh sagar haiUs sagar mein, ek naiya haiAre toone kaise naam liyaMann se aankhon se kaam liyaWoh kya hai, woh sagar hai