Sajan ghar challi re song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vijaypat Singhania. This song was released on 01 Jan 2018.
Aayi rain suhaag ki
Mehndi layi rang
Bandhan bandha preet ka
Sajna jee ke sang
Ghar challi re
Sajan ghar challi re
Sajan ghar challi re
Sajan ghar challi re


Sajna ke mann ko
Bhai sajaniya
Haye laado hamari
Ban ke dulhaniya
Sajna ke mann ko
Bhai sajaniya
Haye laado hamari
Ban ke dulhaniya
Sajna ke mann ko
Bhai sajaniya
Haye sajna ke mann
Ko bhai sajaniya
Haye laado hamari
Ban ke dulhaniya
Laado hamari ban ke dulhaniya
Sajan ghar challi re
Sajan ghar challi re
Sajan ghar challi re
Sajan ghar challi re
Haye haye misari ki dalli re
Sajan ghar challi re
Misari ki dalli re
Sajan ghar challi re


Kanchan kaya baali umariya
Odh ke sar pe laal chunariya
Kanchan kaya baali umariya
Odh ke sar pe laal chunariya
Odh ke sar pe laal chunariya
Sajan ghar challi re
Sajan ghar challi re
Misari ki dalli re
Sajan ghar challi re


Gud kha ke mar java kudiye
Gud kha ke mar java
Gud kha ke mar java kudiye
Gud kha ke mar java
Gud kha ke mar java kudiye
Gud kha ke mar java


Apne jiya ka bhed na khole
Chupke chupke haule haule
Apne jiya ka bhed na khole
Chupke chupke haule haule
Chupke chupke haule haule
Sajan ghar challi re
Sajan ghar challi re
Haye haye misari ki dalli re
Sajan ghar challi re
Misari ki dalli re
Sajan ghar challi re


Dil ki dhadkan hui deewani
Haath se nikli jaaye jawani
Dil ki dhadkan hui deewani
Haath se nikli jaaye jawani
Dil ki dhadkan hui deewani
Haath se nikli jaaye jawani
Haath se nikli jaaye jawani
Sajan ghar sajan ghar
Sajan ghar challi re
Sajan ghar challi re
Sajan ghar challi re
Sajan ghar challi re
Sajan ghar challi re
Sajan ghar challi re.