Jaan Lo Lyrics - Woh Tera Naam Tha | Prem Chopra | Arjan Bajwa | Amrish Puri | Sabri Brothers | Sadhana Sargam
in Movies
Watch the Video
Song Information
Jaan lo song is from Woh Tera Naam Tha (2004) and it is sung by Sabri Brothers and Sadhana Sargam.It stars Prem Chopra, Arjan Bajwa, Amrish Puri, Javed Khan in leading roles. This song is penned by N/A and composed by Roop Kumar Rathod. It is produced by Vijaypat Singhania. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Nadaan hai wo ishq ko jo nahi jante
Nadaan hai wo ishq ko jo nahi jante
Jaan lo jaan lo iskq ko jaan lo
Jaan lo jaan lo tum iskq ko jaan lo
Jaan lo jaan lo iskq ko jaan lo
Jaan lo jaan lo tum iskq ko jaan lo
Jaan lo jaan lo iskq ko jaan lo
Jaan lo jaan lo iskq ko jaan lo
Haan anjaan hai wo
Husn ko jo nahi mante
Anjaan hai wo husn ko jo nahi mante
Maan lo maan lo husn ko maan lo
Maan lo maan lo husn ko maan lo
Maan lo maan lo husn ko maan lo
Maan lo maan lo husn ko maan lo
Maan lo maan lo tum husn ko maan lo
Maan lo maan lo husn ko maan lo
Maan lo maan lo husn ko maan lo
Ishq hi rasta iskq hi raahi
Iskq hi manzil pyare
Ishq hi rasta iskq hi raahi
Iskq hi manzil pyare
Iskq na ho to na ho to na ho to
Iskq na ho to patthar jaisa
Seene mein dil pyare
Iskq na ho to patthar jaisa
Seene mein dil pyare
Iskq na ho to patthar jaisa
Seene mein dil pyare
Hai iskq ka sara jaha
A hi aaya a hi niha
Deewanagi hai iski hi
Rangin hai har dastan
Yeh hai hazaaro saal se
Har pal jawa har dam rawa
Behke to hai yeh hadsa
Mehke to hai yeh gulsita
Iskq hai noore zamee
Ishq hai sahe jaha
Iskq hai noore zamee
Ishq hai sahe jaha
Iskq ke noor se roshni ban gayi
Jaan lo jaan lo iskq ko jaan lo
Jaan lo jaan lo iskq ko jaan lo
Hota na jo husne bhutan
Yeh ishq phir hota kaha
Jo ishq mein hai darmiya
Sab husn ki hai shokhiya
Laila hai ke deewar ke
Majnu ka dil paagal hua
Wo heer thi jiske liye
Ranjha ka mann bekal hua
Husn ki jalwa gari ruh ki pakijari
Husn ki jalwa gari ruh ki pakijari
Ishq to har rang mein
Husn ki hai bandagi
Ishq to har rang mein
Husn ki hai bandagi
Bandagi bandagi
Husn ki hai bandagi
Bandagi bandagi
Husn ki hai bandagi
Husn ki hai bandagi
Aashiqui ban gayi
Maan lo maan lo husn ko maan lo
Maan lo maan lo husn ko maan lo
Ishq jise bhi dil mein basaye
Wo lenga ho jaaye
Ishq saware jiski zulfen
Wo shiri kehlaye
Iskq ke jaadu ka kya kehna
Iskq wo jadugar hai
Jis patthar ko bhi wo tarase
Wo ishwar ban jaaye
Ishq nahi hai husn hai wo jo
Patthar mein dhalta hai
Ishq nahi hai husn hai wo jo
Jiska jaadu chalta hai
Koi gaaye ishq mein usko
Koi gazal dohraye
Husn ke aage ishq hamesha
Pyar ke phul chadhaye
Husn to hai masum hamesha
Yuhi dhoka khaye
Wo kya jaane aashiq kiske
Aage phul chadaye
Ishq to khud bhi murat hi hai
Khud hi pooja ghar hai
Yahi khud dildari bhi hai
Yahi khud dilbar hai
Yahi khud dilbar hai
Yahi khud dilbar hai
Khud jeet hai khud haar hai
Har phul ki mehkare hai
Khud jeet hai khud haar hai
Har phul ki mehkare hai
Yeh ishq hi hai fasla
Yeh ishq hi didar hai
Yeh ishq hi hai fasla
Yeh ishq hi didar hai
Khud noor hai khud naar hai
Yeh aap apna pyar hai
Khud noor hai khud naar hai
Yeh aap apna pyar hai
Yeh aap apna pyar hai
Yeh aap apna yaar hai
Yeh aap apna pyar hai
Yeh aap apna yaar hai
Yeh aap apna pyar hai
Yeh aap apna yaar hai
Yeh pyar hai yeh pyar hai
Yeh pyar hai yeh pyar hai
Yeh pyar hai yeh yaar hai
Yeh pyar hai yeh yaar hai
Yeh pyar hai yeh yaar hai
Husn kabhi ikraar mein samil
Aur kabhi inkaar mein
Husn kabhi ikraar mein samil
Aur kabhi inkaar mein
Yahi yaade yaar ka nagma
Yahi ruhe yaar mein
Yahi yaade yaar ka nagma
Yahi ruhe yaar mein
Husn khuda hai husn nabee hai
Husn hai har gulzar mein
Husn khuda hai husn nabee hai
Husn hai har gulzar mein
Husn na ho to kuch bhi nahi hai
Iss saare sansar mein
Husn na ho to kuch bhi nahi hai
Iss saare sansar mein
Husn na ho to kuch bhi nahi hai
Iss saare sansar mein
Husn na ho to kuch bhi nahi hai
Iss saare sansar mein
Husn na ho to kuch bhi nahi hai
Iss saare sansar mein
Husn na ho to kuch bhi nahi hai
Iss saare sansar mein
Husn na ho to kuch bhi nahi hai
Iss saare sansar mein
Husn na ho to kuch bhi nahi hai
Iss saare sansar mein
Husn khuda hai husn nabee hai
Husn hai har gulzar mein
Husn khuda hai husn nabee hai
Husn hai har gulzar mein
Husn na ho to kuch bhi nahi hai
Iss saare sansar mein
Husn na ho to kuch bhi nahi hai
Iss saare sansar mein
Husn se iskq ki zindagi ban gayi
Maan lo maan lo husn ko maan lo
Jaan lo jaan lo husn ko jaan lo
Maan lo maan lo husn ko maan lo
Jaan lo jaan lo tum husn ko jaan lo
Maan lo maan lo husn ko maan lo
Maan lo maan lo husn ko maan lo
Maan lo maan lo husn ko maan lo
Maan lo maan lo husn ko maan lo
Maan lo maan lo husn ko maan lo.