ये आइना ye aaina song is from and it is sung by and . Record label of this song is T-Series.It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sourav Roy & Amaal Mallik.. This song was released on 05 Jul 2019.
Song : Yeh Aaina Amaal Mallik Feat. Shreya Ghoshal.
Singer : Shreya Ghoshal
Music : Amaal Mallik
Lyrics : Irshad Kamil
Music Producers : Sourav Roy & Amaal Mallik.
Ye aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko saware
Itna lage sochne kyun
Main aaj kal tere baare

Tu jheel khamoshiyon ki
Lafzon ki main to lahar hoon
Ehsaas ki tu hai duniya
Chhota sa main ek sehar hoon

Ye aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko saware

Khud se hai agar tu bekhabar
Bekhabar rakh loon main tera khyal kya
Chupke chupke tu nazar mein utar
Sapno mein loon main sambhal kya
Sapno mein loon main sambhal kya
Main daudd ke pass aaun
Tu neend mein jo pukare
Main rait hoon
Tu hai dariya
Baithi hoon tere kinaare

Ye aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko saware

Tanha hai agar tera safar
Humsafar tanhai ka main jawab hoon
Hoga mera bhi asar
Tu agar padh le main teri kitaab hoon
Padh le main teri kitaab hoon

Seene pe mujhko saja ke
Jo raat saari guzare
To main sabere se keh doon
Mere sehar tu na aa ree

Ye aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko saware.