Dehli to dulhan bani song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Dehli to dulhan bani
Bula nigam
Sare hind ke badshah khwaja
Sabd guband ka mandar hai tesh najar
Sabd guband ka mandar hai tesh najar
Yaad tayba ki aati hai ajmer mein
Aafta bemishal madine mein hai
Aafta bemishal madine mein hai
Or kiran jagmagati hai ajmer mein
Or kiran jagmagati hai ajmer mein
Aafta bemishal madine mein hai
Aafta bemishal madine mein hai


Mere khwaja ka nurani gumbad
Chandai me nahaya hua hai
Saga saga sara beka manjar
Har najar mein shamaya hua hai
Name khwaja mein aisi kasis hai
Ek jamane pe chaya hua hai
Bhar li usne murado se jholi
Jispe daman ka saya hua hai
Aapki sant uthi hai jo bhi najar
Aapki sant uthi hai jo bhi najar
Mudda apna papi hai ajmer hai
Aafta bemishal madine mein hai
Aafta bemishal madine mein hai
Or kiran jagmagati hai ajmer mein
Or kiran jagmagati hai ajmer mein
Aafta bemishal madine mein hai
Aafta bemishal madine mein hai


Aap sultane hind khwaja ye khajida
Aap beshak hai sabke liye meharba
Roz bante hai bigde mukaddar yaha
Chashma aye kaid hai aapka aashiya
Dar pe aaye na deewane
Dar pe aaye na deewane
Kyu sar ke bal
Dar pe aaye na
Dar pe aaye na deewane
Kyu sar ke bal
Dar pe aaye na deewane
Kyun sar ke bal
Jab hakirat bulati hai ajmer me
Aafta bemishal madine mein hai
Aafta bemishal madine mein hai
Or kiran jagmagati hai ajmer mein
Or kiran jagmagati hai ajmer mein
Aafta bemishal madine mein hai
Aafta bemishal madine mein hai


Dar pe ek banjh aurat ne ki itiza
Meri aulad ho jaye to bakhuda
Khwaja bache ko chokhat pe laungi mai
Ek ajmer aakar chadaungi main
Rab se khwaja ne uske liye dua
Ho gaya pura uska jo ye mudda
Leke bache ko aayi wo ajmer mein
Hadsa uspe gujra ye kuch der mein
Saath uske saheli thi aayi hui
Jab jadi deg to pas thi wo khadi
God mein uske bacha tha hasta hua
Deg mein god wo uchal ka gira
Ro padi kahke wo haye bacha mera
Rakh lo phir laz dukhiya ki khwaja piya
Rakh lo phir laz dukhiya ki khwaja piya
Rakh lo phir laz dukhiya ki khwaja piya
Rakh lo phir laz dukhiya ki khwaja piya
Rakh lo phir laz dukhiya ki khwaja piya
Rakh lo phir laz dukhiya ki khwaja piya


Sahab ji sultan ji tum bade garib nawaz
Sahab ji sultan ji tum bade garib nawaz
Apni karke rakh lo sohagan ki laz
Rakh lo phir laz dukhiya ki khwaja piya
Sahab ji sultan ji tum bade garib nawaz
Sahab ji sultan ji tum bade garib nawaz
Apni karke rakh lo sohagan ki laz
Rakh lo phir laz dukhiya ki khwaja piya
Rakh lo phir laz dukhiya ki khwaja piya
Sahab ji sultan ji tum bade garib nawaz
Apni karke rakh lo sohagan ki laz


Rakh lo phir laz dukhiya ki khwaja piya
Rakh lo phir laz dukhiya ki khwaja piya
Rakh lo phir laz dukhiya ki khwaja piya


Sab bhi or sab bar ke liye
Masum asgar ke liye
Sab bhi or sab bar ke liye
Masum asgar ke liye
Sajde mein jo sar kat gaya
Lilya us sar ke liye
Rakh lo phir laz dukhiya ki khwaja piya


Mohammad mein jo utra hai
Usi kuran ka sadma
Mohammad mein jo utra hai
Usi kuran ka sadma
Rakh lo phir laz dukhiya ki khwaja piya
Rakh lo phir laz dukhiya ki khwaja piya


Jo duao se khwaja ki paida hua
Jo duao se khwaja ki paida hua
Deg kaise jalati use fir bhala
Aach us par na aayi khuda ki kasam
Aach us par na aayi khuda ki kasam
Rakh liya mere khwaja ne uska bharam
Rakh liya mere khwaja ne uska bharam
Mere khwaja ki adna karamat hai ye
Mere khwaja ki adna karamat hai ye
Jo najar wo gati hai ajmer me
Aafta bemishal madine mein hai
Aafta bemishal madine mein hai
Or kiran jagmagati hai ajmer mein
Or kiran jagmagati hai ajmer mein
Aafta bemishal madine mein hai
Aafta bemishal madine mein hai.