Subah hui song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vijaypat Singhania. This song was released on 01 Jan 2018.
Subah hui din nikal raha hai
Subah hui din nikal raha hai
Subah hui din nikal raha hai
Nadi ke tat par naha ke suraj
Sunehre kapde badal raha hai
Subah hui din nikal raha hai
Subah hui din nikal raha hai
Nadi ke tat par naha ke suraj
Sunehre kapde badal raha hai
Subah hui din nikal raha hai
Subah hui din nikal raha hai


Azaan masjid se aa rahi hai
To shankh mandir mein baj raha hai
Ho vaju bhi karta hai koi baitha
Tilak se matha bhi saj raha hai
Nayi ummido ka ek dipak
Sabhi ki aankhon mein jal raha hai
Subah hui din nikal raha hai
Subah hui din nikal raha hai


Kali jhatakti hai haule haule
Ke jaise dulhan naqaab khole
Ho hawa bhi kuch gun gunah
Tarane mausam ke gaa rahi hai
Leeye umange nayi tarange
Yeh sara aalam machal raha hai
Subah hui din nikal raha hai
Subah hui din nikal raha hai
Nadi ke tat par naha ke suraj
Sunehre kapde badal raha hai
Subah hui din nikal raha hai
Subah hui din nikal raha hai.