Mana ki hai zindagi yeh safar song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by L. B. Thakur. This song was released on 01 Jan 2018.
Mana ki hai zindagi yeh safar
Har mood par ajnabi hai dagar
Kalki nahi hai kisiko bhi khabar
To kyu na hum kare jatan
Na ho dukhi kisika man
Na ho gutan na ho zalan
Na ho koi suna pan
Na ho gutan na ho zalan
Na ho koi suna pan
Mana ki hai zindagi yeh safar


Badle huye iss naye daur mein
Jeene ke ab kuch naye daur hai
Badle huye iss naye daur mein
Jeene ke ab kuch naye daur hai
Apni khushi apne gam ke siva
Kuch to yaha farz bhi aur he
To kyu na hum kare jatan
Na ho dukhi kisika man
Na ho gutan na ho zalan
Na ho koi suna pan
Na ho gutan na ho zalan
Na ho koi suna pan
Mana ki hai zindagi yeh safar


Koi kahe zindagi boz hai
Koi kahe zindagi mauj hai
Koi kahe zindagi boz hai
Koi kahe zindagi mauj hai
Insano ki iss bhari bhid mein
Sabko magar pyar ki khoj hai
To kyu na hum kare jatan
Na ho dukhi kisika man
Na ho gutan na ho zalan
Na ho koi suna pan
Na ho gutan na ho zalan
Na ho koi suna pan
Mana ki hai zindagi yeh safar
Har mood par ajnabi hai dagar
Kalki nahi hai kisiko bhi khabar
To kyu na hum kare jatan
Na ho dukhi kisika man
Na ho gutan na ho zalan
Na ho koi suna pan
Na ho gutan na ho zalan
Na ho koi suna pan
Mana ki hai zindagi yeh safar.