Madabhari Ye Hawaaen Paas Aaen Lyrics - Anil Dhawan | Rakesh PAnde | Archana | Lata Mangeshkar

1972

Lyrics

madbhari ye hawae
madbhari ye hawae paas aaye nam lekar mujhko ye bulaye
madbhari ye hawae paas aaye nam lekar mujhko ye bulaye
madbhari ye hawae paas aaye nam lekar mujhko ye bulaye
madbhari ye hawaye
maine raton se kar li dosti taron ke liye
aur chura ke liya maine ye din baharo ke liye
maine rato se kar li dosti taro ke liye
aur chura ke liya maine ye din baharo ke liye
ye zameen asama mujhko do duayeen
madabhari ye hawae
maine leharon ki baahen tham kar dhudhe hai bhanvar
sahilo pe kisi ajanabi ki talashi hai dagar
maine laharo ki bahen tham kar dhudhe hai bhnvar
sahilo pe kisi ajnabi ki talashi hai dagar
kash lekar unhe lehare laut ae
madabhari ye hawae paas aaye nam lekar mujhko ye bulae
madabhari ye hawae