Na main hoon main song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Tikku Verma. This song was released on 14 Jan 1970.
Na main hoon main, na tu hai tu
Na main hoon main, na tu hai tu
Main teri tu meri aarzoo


Na main hu main, na tu hai tu
Main teri tu meri aarzoo


Chhu gayi ye dil koi madh bari kiran
Yun uthe kadam jaise chhu liya gagan
Ye na janu main kaha kho gaya hai mann
Kaha le chali hume nayi pyar ki lagan
Na main hoon main, na tu hai tu
Na main hoon main, na tu hai tu
Main teri tu meri aarzoo


Do dilo ke main rang kya udhe
Yun lage ki hum kahi chand pe mile
Aa yun hi chale, chale hath mein gale
Agar ye nasha hai tu  kabhi aankh na khule
Na main hoon main, na tu hai tu
Na main hoon main, na tu hai tu
Main teri tu meri aarzoo.