Meri tanhaiyon mein song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 27 Dec 2017.
Meri tanhaiyon mein
Tumhara hi naam hai
Tumne suna kya?Bas tumko dekhna
Mujhko pasand hai
Ye tumko hai pata kya?Ye lamhe ba-khabar hain
Humari chaahaton se
Aur mujhko khumaar hai bas
Tumhare deedar ka
Tumhare deedar ka
Tumhare deedar ka
Tumhare deedar ka…Aa titliyon se ye lamhein sawaarein
Yaadon ki dibiya mein inko utaarein
Fursat mein baithe hum
Dono chalte wahaan
Ho subah ka na shab ka nisaanMeri angdaaiyon mein
Tumhara hi naam hai
Tumne suna kya? Bas tumko dekhna
Mujhko pasand hai
Ye tumko hai pata kya?Befikri hi ho ek sang humaare
Duniya ki na ho, haan parwah jahan pe
Aise hi sapne dekhe dil bezubaan
Sajde mein tere ho, hai ye duaa…Meri parchaiyon mein
Tumhara hi naam hai
Tumne suna kya?Bas tumko dekhna
Mujhko pasand hai ye
Tumko hai pata kya?