Maatii ko laajaanaa naa song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kuldeep Pictures. This song was released on 01 Jan 2018.
bade bade tufaanon ke aage kabhii nahiin jo haaraa hai
naarii kii taaqat par ab tak zindaa desh tumhaaraa hai
maatii ko lajaanaa naa is maatii ko lajaanaa naa
desh hai mahaan isakii shaan ko mitaanaa naa
maatii ko lajaanaa naa is maatii ko lajaanaa naa
desh hai mahaan is kii shaan ko mitaanaa naa
vichhadaa hua yahaan kaa vichhadii kaa nuur hain
haan vichhadii kaa nuur hain
(is) maatii meraa maa hua siitaajii kaa sinduur hain
siitaajii kaa sinduur hain
desh ke javaanon o faishan ke diivaanon
thodii baat puraanii maano
apanii sej ko paraa_ii naag se kabhii sajaanaa naa
galiyaan paraayiin ko khoyaa teraa dhyaan hain
ho khoyaa teraa dhyaan hai
apanii puujaaran kaa tu hii bhagavaan hai
tu hii bhagavaan hai
raam hai tu usakaa ghanashyaam hai tu usakaa
chaaron dhaam hai tu usakaa
aisii naarii ke jigar pe kataarii tu chalaanaa naa