bahaaron se puuchho nazaaron se puuchho Lyrics - Mala Sinha | Pradeep Kumar | Anita Guha | Hemant Kumar
1957
Lyrics
bahaaron se puuchho nazaaron se puuchho
dil kyon divaanaa meraa ho gayaa
laakh sambhaalaa magar kho gayaa
bahaaron se puuchho nazaaron se puuchho
dil kyon divaanaa meraa ho gayaa
laakh sambhaalaa magar kho gayaa
tuu bhii divaanaa sanam main bhii diivaanii
ulfat kii hai ajab kahaanii
tu bhii divaanaa sanam main bhii divaanii
ulfat kii hai ajab kahaanii
meraa dil teraa kaise ho gayaa
lakh sambhaalaa magar kho gayaa
badane lagii hai ab beqaraarii
mitane lagii hai niind hamaarii
dil ko naa jaane ye kyaa ho gayaa
lakh sambhaalaa magar kho gayaa
dil kyon divaanaa meraa ho gayaa
laakh sambhaalaa magar kho gayaa
bahaaron se puuchho nazaaron se puuchho
dil kyon divaanaa meraa ho gayaa
laakh sambhaalaa magar kho gayaa
tuu bhii divaanaa sanam main bhii diivaanii
ulfat kii hai ajab kahaanii
tu bhii divaanaa sanam main bhii divaanii
ulfat kii hai ajab kahaanii
meraa dil teraa kaise ho gayaa
lakh sambhaalaa magar kho gayaa
badane lagii hai ab beqaraarii
mitane lagii hai niind hamaarii
dil ko naa jaane ye kyaa ho gayaa
lakh sambhaalaa magar kho gayaa